QUOTE(*Kainaat* @ Oct 21 2006, 10:26 PM) [snapback]2192125[/snapback]
Ahan.....
Burhappa ayay aap ke dushmanoo per,,, aap tyu abhi nanhi munni hain
maine mazak meen poocha tha 
hmm nanhi munni :$ ...ab to ham k sharam aarehi hai :$....wesay aap ka mazak ham ko bhe mazak helega...i didn't mind at all

QUOTE(Ghazal khushboo @ Oct 21 2006, 11:27 PM) [snapback]2192150[/snapback]
bhooli hueen hoon daastan guzra hua khayal hoon
jisko na Bee Gee samajh sakin may tuo wahi Ghazal + khushboo hoon

aray Bee Gee
mujhay apnay sabsay pehlay pm kiya tha na aur may apki image gallery may aaty thee na
ab nik say + hata diya na iss liya apko yad nahi na
aur buhut shukriya apko mera banaya hua card pasand aya
buhut khush rahain

ahan...sahi......koi aik nick rehnay do to yad rekhoon na

....barish aur gulab....ghazal khushbi....barish aur gulab.....ab itnay tomiltay jultay hain sab nicks....to phir aisi ghalti ho hejatee hai na....but ab yad list main aap added hain