KnOwN_StRaNgEr
Jan 1 2008, 01:05 PM
Foran naam batayen uss ka jo apko tang ker reha hai
shahrafiq
Jan 1 2008, 01:14 PM
gee wo na wo na
Usman bahi tang ker rahian hain
KnOwN_StRaNgEr
Jan 1 2008, 01:16 PM
Hum to aaw bhi kartay hain to ho jatay hain ruswa
shahrafiq
Jan 1 2008, 01:28 PM
ibe es tarf na nazer ker main gazal ki palkain sanwar lao
mara lafz lafz ho aanya tujy aaney main utar lao
KamlaJatt
Jan 1 2008, 02:23 PM
Jab Ji Jeenaiy ki Justajo karta haiy
Dil Dard K Dagho ki Aarzo karta haiy
shahrafiq
Jan 1 2008, 02:30 PM
KamlaJatt bahi kahan thy etnay deno se aap
Masoom_Pari
Jan 1 2008, 03:57 PM
Mujhey bagher bataye aap yahan aa gaye
bata diya hota to ...............
shahrafiq
Jan 1 2008, 04:03 PM
**Gohar
Jan 1 2008, 04:11 PM
Oho .... Kya jhagra hay ... ab tou buss karo .. betho aur chal paro ... !!
shahrafiq
Jan 1 2008, 04:19 PM
Phir entazar kes baat ka hai batain hum to tiyaar hain
kamrannoor
Jan 1 2008, 05:36 PM
Q aaasa Q ???
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 06:28 PM
rastay humesha alag kun kar dete hain
**Gohar
Jan 1 2008, 06:37 PM
ye Highway deptt ki ghalti hay ... kiuoon aisey roadz banatey hain ...
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 06:39 PM
sabaq hasil kariyega is baar.. warna matric dubara karein.. A B C ke game main R ke baad Y nai ata
KamlaJatt
Jan 1 2008, 06:43 PM
Zaiba-e-Shouq barh jaati agar aap yeh Sawal Idaara-e-Tameerat-e-Sardkaa'n k Goosh guzar kartaiy aur Nataij ka Ailaan Farmaataiy
KamlaJatt
Jan 1 2008, 06:45 PM
Tasleemaat DA
mai naiy Y daikha iss liyeh Z saiy continue kiya ... Umeed haiy aap Sarapa-e-Ehtajaj na hongi
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 06:46 PM
ufffff inni gaarhiiii urdu...
KamlaJatt
Jan 1 2008, 06:58 PM
Vasal-e-Watan ki Chaap abhi kund nahi ho saki haiy .... Dora-e-Qalb-e-urdustan saiy louta hoo'n Kuch Rooz Qabal......- Barmala Tawazan-e-Aqal ka Jhukao Kuch Qoumiyat ki taraf ho gaya haiy
Its only becoz of that I Feel
**Gohar
Jan 1 2008, 07:02 PM
wowowowowoww............ !!! Itni Bari ghalti ... mujh se ho gaee...
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 07:06 PM
x-exused now...
KamlaJatt
Jan 1 2008, 07:08 PM
Zah-e-Naseeb ... Akhir aapki Tabiat-e-Sanf-e-Nazuk Ghustakh-e-Qanoon k liyeh Aam maafi Ka Elaan kar hi diya
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 07:10 PM
ap ki urdu kafi achi hai
KamlaJatt
Jan 1 2008, 07:14 PM
Badair par Nawazish
Abhi to aapko pata hi nahi haiy ... mai to buhat kuch acha kar laita haoon
Kanch k1 gur1a
Jan 1 2008, 07:15 PM
chalien jee achi baat hai.. ke ap achay achay kaam bhi karte hain
KamlaJatt
Jan 1 2008, 07:17 PM
Dua kijiyeh k Hamaisha Karta rahoo'n ... aur buraiy kaam choor doo'n
Aur Dua kijiyeh k Nazar naa lagg jayeh
Silent Scream
Jan 1 2008, 10:55 PM
Elahii ye kia ho raha hay yahan
Kanch k1 gur1a
Jan 2 2008, 09:47 AM
Fana hogaya sab kuch
shahrafiq
Jan 2 2008, 12:10 PM
Gohar bhai se b galti he ho akhair
Kanch k1 gur1a
Jan 2 2008, 02:44 PM
hazir damagh nahin rahay honge na woh
**Gohar
Jan 2 2008, 02:50 PM
Iss Ghalti main dimagh ki hazri ki zroorat kab thee....
Kanch k1 gur1a
Jan 2 2008, 02:59 PM
janab damagh hazir hota to apko pata hota na alphabet kya chal raha hai
shahrafiq
Jan 2 2008, 03:39 PM
kuch nahi hota
DarK AnGeL siso ab janay b dain Gohar bhai ko un se galti ho gi thi
KamlaJatt
Jan 2 2008, 03:53 PM
Love Linger in hearts & Limber on Leach
**Gohar
Jan 2 2008, 03:55 PM
Main kya likhoon ab ...??
KamlaJatt
Jan 2 2008, 03:56 PM
Nasihat uss saiy lo jiski Wasiat Deen ho
shahrafiq
Jan 2 2008, 03:58 PM
ohh ye kia baat kah de app na KamlaJatt
KamlaJatt
Jan 2 2008, 04:01 PM
Pata nahi Gayan ki baatai'n hai'n ... Dair saiy samajh aati hai'n
**Gohar
Jan 2 2008, 04:03 PM
Qoute of the day bhee likha karo naa...
shahrafiq
Jan 2 2008, 04:07 PM
rahany dain kamal bhai hamay pata hai app k
Gayan ka
KamlaJatt
Jan 2 2008, 04:08 PM
Sachi
Mujhaiy bhi batao naa pleaj ... mujhaiy nahi pata
shahrafiq
Jan 2 2008, 04:19 PM
tumay kia pata lagay ga Gayan ka tum to kamaly ho
KamlaJatt
Jan 2 2008, 04:53 PM
U Won or I Gave up ... Results are same ?
Silent Scream
Jan 2 2008, 09:04 PM
VEry nice yaar
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 08:40 AM
wohi jantay hain khalish dard-e-mohabbat ki
Jo apne se bher ker kisi ko payar kartay hain
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:16 AM
"x" ny es dafa muj per hamla ker dia
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 11:17 AM
Yaad karne k siwa or kar abhi kia saktay hain
Bhool janey main tuje nakaam hone k bad
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:20 AM
zara Usman bhai ye to batain k app kahan kho jatay hain
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 11:22 AM
Asalam o alikum siso
main bus sath sath offc work b chal reha hai na
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:23 AM
bhai jan hum b sath sath office work karty hain
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.