KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 11:27 AM
char dinan da payar oh Raba bari lambi judayi lambi judai
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:29 AM
daal main kuch kala kala lagta hai mujy
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 11:31 AM
Ek to ap shak bohat karti hain muj per
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:32 AM
Phir bata dain na wasy app batain he easi kartay hain
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 11:41 AM
goor se dekhain gi game galat ker di hai :P
shahrafiq
Jan 3 2008, 11:44 AM
hum se game galat zaror howi hai laken es main qasoor app ka usman bhai
Kanch k1 gur1a
Jan 3 2008, 12:46 PM
itti mehnat karke kon back page read kare
shahrafiq
Jan 3 2008, 12:55 PM
Janab mehnat main azmat hai
Kanch k1 gur1a
Jan 3 2008, 01:04 PM
kahi baat to theek hai ap ne.. maine bil akhir mehnat kar hi li
shahrafiq
Jan 3 2008, 01:26 PM
Lo to phir app achi bachi ban he gi
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 01:29 PM
Meri siso jo hian achi to hon gi na meri tarha
shahrafiq
Jan 3 2008, 02:01 PM
nahi Usman bahi wo meri balkay hamari b to siso hain
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 02:39 PM
oh... mazhrat chahta hon jee offcourse wo hamari siso hain
shahrafiq
Jan 3 2008, 02:50 PM
pata nahi kahan ghaib ho jatay hain app
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 02:55 PM
Qasam uthaon kia ? apko yaqeen nahi ata muj per offc work k ilawa or kahan jana hai hum ne
shahrafiq
Jan 3 2008, 02:59 PM
rahany dain ab office work chaly or jaldi se mari nazam par ka batain kasi hai poetry walay section main
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 03:01 PM
sach apki sharing hai
jo hukam abi jata hon
shahrafiq
Jan 3 2008, 03:05 PM
to or kia Usman bhai main abi raat ko lakhi hai
Kanch k1 gur1a
Jan 3 2008, 03:23 PM
ufff kya se kya hogayaaaaa bewafa tere pyar main
chaha kya .. kya milaaaaaaaaa bewafa tere pyar main
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 03:27 PM
very good sabi ghum ko bhi enjoy karna chahhye
shahrafiq
Jan 3 2008, 03:28 PM
very sad siso app ko kia ho gia hai
Kanch k1 gur1a
Jan 3 2008, 03:32 PM
woh na awayin mujhe song yaad agaya to likh dia hehehe
shahrafiq
Jan 3 2008, 03:39 PM
" X " ajj mujy bhat tang ker raha hai
Masoom_Pari
Jan 3 2008, 05:35 PM
yaroon yehi dosti hai ......... kismat se jo mili hai
KnOwN_StRaNgEr
Jan 3 2008, 06:07 PM
zindagi rahi to phir milain gay ab waqt-e-rukhsut aa gaya
KamlaJatt
Jan 3 2008, 06:39 PM
Aas k phool murjhaa naa payain
Umeed ki shama jalayeh rakhna
sohani
Jan 3 2008, 06:48 PM
boht khoob kamla bhai
KamlaJatt
Jan 3 2008, 08:21 PM
Chorai'n ji aapki nazr-e-karam haiy warna hum kiya cheez hain
aaminah
Jan 4 2008, 05:58 AM
dunia fani hay or Insaan bhi...jo k hum kabhi kabhi bhool jatay hain
shahrafiq
Jan 4 2008, 09:52 AM
entazar boht bura lagta hai mujy es lay jaldi jaldi online ho jay
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 09:56 AM
Filhal to main online aa gaya hon siso
apko pata nahi kis ka intizar hai
shahrafiq
Jan 4 2008, 09:57 AM
gee han jes ka tha entazar wo shahkar aa gay
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:00 AM
Hamara intizar tha apko siso
shahrafiq
Jan 4 2008, 10:01 AM
I was waiting for .......................???????
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:03 AM
just tell me the name wat u wana put in the blank
shahrafiq
Jan 4 2008, 10:08 AM
Khali jaga app ny pur karni hai
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:10 AM
lay ai phir kahan pey kismat humain kahan se yeh to woi jaga hai guzrey thay hum jahan se
shahrafiq
Jan 4 2008, 10:16 AM
main nahi aa rahi app k sath
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:20 AM
nadaan samaj ker galti maof nahi ki ja sakti
shahrafiq
Jan 4 2008, 10:24 AM
oh to app nadaan hain chaly phir to maaf ker dia
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:30 AM
pata hai kia...
Meri baton main maseehayi hai
Loag kehtay hain k bemaar hon main...
shahrafiq
Jan 4 2008, 10:52 AM
Q karion main qismat ka gela
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 10:53 AM
Roz a jata hai dar-e-dil pey dastak dene
Ik shakhs k jis ko humne bhulaya bhi nahi...
shahrafiq
Jan 4 2008, 11:33 AM
Samendar se kah do palt ayaian hawain
baresh ko mery askaion ki bunyad bhot hai
ye kia k main belkta he phero sham-o- seher
to Rab hai to ak he feryad bhot hai
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 11:37 AM
Thanks itna acha shair share kia apne
shahrafiq
Jan 4 2008, 11:57 AM
U ny pasand kia to app ka shukria
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 12:48 PM
voh to hai but ab main jumma ki namaz den lunch k bad baat hogi Rab sohn de hawalay
shahrafiq
Jan 4 2008, 12:50 PM
wo to main ny b perni hai or lunch b kerna hai laken meri new nazam zaror batain ga k kesi ha
KnOwN_StRaNgEr
Jan 4 2008, 12:58 PM
x-cuse me ap link to dain gay new nazam ka
chalo main khud hi ja ker dekh leta hon
shahrafiq
Jan 4 2008, 01:01 PM
very sorry bhai app ko search kerna pari
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.