Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Please Please Please...
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
Shokh
AOA rose.gif

Arz ye karni thi kay please smilies ki tadad may azafa kia jai.

Ye hamari dili khawish hay aur zid bhi 1-afsana.gif

Regards,

-Shokh
*Kainaat*

aur ziadaaa.... aur kitni smilies chahyee aapko happy.gif

waisy kuch smilies missing hain, HC ke pehle versions meen thi
wo yahan bhi add ho jain tu achi baat hai smile.gif

ab patta nahi ye ho sakta hai ya nahi...???

khan_amer
QUOTE(Shokh @ Oct 12 2006, 03:48 PM) *

AOA rose.gif

Arz ye karni thi kay please smilies ki tadad may azafa kia jai.

Ye hamari dili khawish hay aur zid bhi 1-afsana.gif

Regards,

-Shokh



HUmm

app key zid ko mad'nazr rakhtay howay ham bhi Ibn-e-Insha kay ToTkay per amal karaiN gay... woh kehtay haiN kay Bachay agr zid karaiN aur app bhi kerni shoroo ker daiN.. woh khud hi sharminda ho jayaiN gay 1-afsana.gif 1-afsana.gif
Abdullah
sad.gif Mujh say poochain, Mera kiya haal hay. sad.gif
Acchay Smilies hi to khasosiyat theen Ab mera Magic aadha reh gaya hay. huh.gif

Eik say barh kar Eik Smiley Icon para hay hamari Zumbeel main, Balkay Baaz to order par tayaar kiye hain, Par un ka istmaal mellow.gif
Ab in ko update karnay ki access kis kay paas hay . excl.gif

QUOTE(*Kainaat* @ Oct 13 2006, 05:18 PM) *


aur ziadaaa.... aur kitni smilies chahyee aapko happy.gif

waisy kuch smilies missing hain, HC ke pehle versions meen thi
wo yahan bhi add ho jain tu achi baat hai smile.gif

ab patta nahi ye ho sakta hai ya nahi...???



Lagta hay aap nay abhi Smilies dekhi nahi hain look.gif

Khan Ji zara karain na in ko Sair Rangoon ki duniya ki D h a n a k kay rang. main to aksar icon waheen say lata hoon 0-headbang.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 14 2006, 10:05 AM) *

HUmm

app key zid ko mad'nazr rakhtay howay ham bhi Ibn-e-Insha kay ToTkay per amal karaiN gay... woh kehtay haiN kay Bachay agr zid karaiN aur app bhi kerni shoroo ker daiN.. woh khud hi sharminda ho jayaiN gay 1-afsana.gif 1-afsana.gif


Yea aap Bacha kis ko keh rahay hain banned.gif 1 76 1 hain laikin Experience 1-afsana.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Oct 14 2006, 11:33 AM) *


Lagta hay aap nay abhi Smilies dekhi nahi hain look.gif

Khan Ji zara karain na in ko Sair Rangoon ki duniya ki D h a n a k kay rang. main to aksar icon waheen say lata hoon 0-headbang.gif




Kahan hain blink.gif mujhe kyun nahi nazar atee...


Mujhe aik chayee ... jo breakface1.gif ---iss ke baad wala hai (dewaar gir jatti hai)

aur aik wo chahyee... jiss meen aik banda derwazy ke side se dekhta hai aur hansta hai laugh.gif
aap ko samaj aye ke nahi..??

Khalish
Ummeed hai keh Inshaa.allah 2/3 weeks meiN HC upgrade hoga tu uss waqt hum buhot si naee cheezaiN paish kar saktaiNge smile.gif Aur new smilies bhi available ho jaaeiNgi.
KHAL NAYAK
ALLAH HAFIZ ko bhi add kijye ga us main.
Shokh
QUOTE(*Kainaat* @ Oct 13 2006, 04:18 PM) *


aur ziadaaa.... aur kitni smilies chahyee aapko happy.gif

waisy kuch smilies missing hain, HC ke pehle versions meen thi
wo yahan bhi add ho jain tu achi baat hai smile.gif

ab patta nahi ye ho sakta hai ya nahi...???




Piyari behna aap kitni sadhi ho 0-baby.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 14 2006, 09:05 AM) *

HUmm

app key zid ko mad'nazr rakhtay howay ham bhi Ibn-e-Insha kay ToTkay per amal karaiN gay... woh kehtay haiN kay Bachay agr zid karaiN aur app bhi kerni shoroo ker daiN.. woh khud hi sharminda ho jayaiN gay 1-afsana.gif 1-afsana.gif


Hail Hitler 0-headbang.gif

QUOTE(Abdullah @ Oct 14 2006, 01:33 PM) *

1. sad.gif Mujh say poochain, Mera kiya haal hay. sad.gif
Acchay Smilies hi to khasosiyat theen Ab mera Magic aadha reh gaya hay. huh.gif

2. Eik say barh kar Eik Smiley Icon para hay hamari Zumbeel main, Balkay Baaz to order par tayaar kiye hain, Par un ka istmaal mellow.gif
Ab in ko update karnay ki access kis kay paas hay . excl.gif

3. Khan Ji zara karain na in ko Sair Rangoon ki duniya ki D h a n a k kay rang. main to aksar icon waheen say lata hoon 0-headbang.gif
Yea aap Bacha kis ko keh rahay hain banned.gif 1 76 1 hain laikin Experience 1-afsana.gif


1. Ma apka dukh dard aur takleef achay say samajh sakti hoon unsure.gif

2. Koi Farishta numa hi kar sakta hay duas.gif

3. Apko pata hay Abdullah bhai ma jab bhi Khan sahib ko daikhti hoon to mujhay wo 'bailnay' wali smili ki shidadat say talab hoti hay 0-sosad.gif

QUOTE(Khalish @ Oct 14 2006, 11:46 PM) *

Ummeed hai keh Inshaa.allah 2/3 weeks meiN HC upgrade hoga tu uss waqt hum buhot si naee cheezaiN paish kar saktaiNge smile.gif Aur new smilies bhi available ho jaaeiNgi.



Theek hay ji ma nay time aur date note kar lia hay, agar ye kaam is doraniye may na howa to ma apkay naak may daam kar doon gi 1-jokes.gif

QUOTE(KHAL NAYAK @ Oct 15 2006, 09:29 PM) *

ALLAH HAFIZ ko bhi add kijye ga us main.


Theek hay ji apka kaam ho jai ga bored2.gif
Abdullah
QUOTE(*Kainaat* @ Oct 14 2006, 09:00 PM) *



Mujhe aik chayee ... jo breakface1.gif ---iss ke baad wala hai (dewaar gir jatti hai)

aur aik wo chahyee... jiss meen aik banda derwazy ke side se dekhta hai aur hansta hai laugh.gif
aap ko samaj aye ke nahi..??



IPB Image Kisi ko bataiye ga nahi Warna IPB Image Maza nahi aaye ga. Lakin Zara main IPB Image sooch loon
OK yea raha IPB Image Umeed hay aap ko pasand aaye ga IPB Image

QUOTE(Shokh @ Oct 16 2006, 10:42 AM) *

1. Ma apka dukh dard aur takleef achay say samajh sakti hoon unsure.gif

2. Koi Farishta numa hi kar sakta hay duas.gif

3. Apko pata hay Abdullah bhai ma jab bhi Khan sahib ko daikhti hoon to mujhay wo 'bailnay' wali smili ki shidadat say talab hoti hay 0-sosad.gif



1. Ji Goongay ki Ramz ko Goonga hi samajh Sakta hay IPB Image Naraaz nahi hona Warna mujhay aap ko IPB Image karna paray ga.

2. Farishta to IPB Image yahi Icon lagaye ga ,

3. Konsay Khan,
Kaheen IPB Image Haye Haye Sheikh Ji wallay to nahi.

IPB Image Acha main aap ko Bailan day deta hoon IPB Image Lakin Sirf Bailan nahi balkay yea IPB Image Aur IPB Image yea bhi marna hay

Main to Bhagoon IPB Image
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Oct 16 2006, 11:18 AM) *



3. Konsay Khan,
Kaheen IPB Image Haye Haye Sheikh Ji wallay to nahi.

IPB Image Acha main aap ko Bailan day deta hoon IPB Image Lakin Sirf Bailan nahi balkay yea IPB Image Aur IPB Image yea bhi marna hay

Main to Bhagoon IPB Image


Koy bailan say marnay ka mansooba bana raha hay tu koy bailan kay saath azaafi cheezaiN muhiya ker raha hay... 0-sosad.gif 0-sosad.gif

in sazishooN say tang aa ker hum yeh jaga hi kuch arsay kay liya choR jayaiN gay


0-sosad.gif0-sosad.gif0-sosad.gif:
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Oct 16 2006, 10:18 AM) *


1. Ji Goongay ki Ramz ko Goonga hi samajh Sakta hay IPB Image Naraaz nahi hona Warna mujhay aap ko IPB Image karna paray ga.

2. Farishta to IPB Image yahi Icon lagaye ga ,

3. Konsay Khan,
Kaheen IPB Image Haye Haye Sheikh Ji wallay to nahi.

4. IPB Image Acha main aap ko Bailan day deta hoon IPB Image Lakin Sirf Bailan nahi balkay yea IPB Image Aur IPB Image yea bhi marna hay

Main to Bhagoon IPB Image



1. a191.gif

2. Daikhiye aab hamaray halat may kafi afakah howa hay, aab ham ainay may khud ko pehchanay lagay hain 1-afsana.gif

3. Ji ye wohi kanjoosaray hain glare.gif

4. Wah wah wah Abdullah bhai bas apki yahi Efficiency'an mujhay bohat pasand hain 0-heartbeat.gif

5. Aray bhaag kahan rahay hain, tehrain ma bike nikalti hoon 0-moped.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 16 2006, 12:47 PM) *

Koy bailan say marnay ka mansooba bana raha hay tu koy bailan kay saath azaafi cheezaiN muhiya ker raha hay... 0-sosad.gif 0-sosad.gif

in sazishooN say tang aa ker hum yeh jaga hi kuch arsay kay liya choR jayaiN gay
0-sosad.gif0-sosad.gif0-sosad.gif:


Aray banay mian aab to in saab ki adat daal lain aur shukar karain mera aur Abdullah bhai ka jo free may apko rehearsal kara rahay hain closedeyes.gif

Naiki ka to koi zamana hi nahi glare.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Oct 16 2006, 02:02 PM) *


Aray banay mian aab to in saab ki adat daal lain aur shukar karain mera aur Abdullah bhai ka jo free may apko rehearsal kara rahay hain closedeyes.gif

Naiki ka to koi zamana hi nahi glare.gif



yeh tu roz hi rehearsal kerwatay haiN.. aur tu aur inhooN nay meri almari ka munH bhi band ker diya hay... jab yeh nahi hotay tu maiN jaldi say almari khol layta hoooN jab aa jatay haiN tu band ker dayta hooN.. aur tu aur mujh burtan bhi manj'watay haiN... aur salan bhi pakwatay haiN :sosad:
Shokh
QUOTE(khan_amer @ Oct 16 2006, 01:06 PM) *

yeh tu roz hi rehearsal kerwatay haiN.. aur tu aur inhooN nay meri almari ka munH bhi band ker diya hay... jab yeh nahi hotay tu maiN jaldi say almari khol layta hoooN jab aa jatay haiN tu band ker dayta hooN.. aur tu aur mujh burtan bhi manj'watay haiN... aur salan bhi pakwatay haiN :sosad:



Bas ji Abdullah bhai insaan kay bheis may rehmaat ka farishta hain, inkay par jal gai to kia howa closedeyes.gif

Aur aapko almari may kia dikhta hay jo paath baand karnay ka naam nahi letay mad.gif
*Kainaat*
QUOTE(Shokh @ Oct 16 2006, 07:42 AM) *

Piyari behna aap kitni sadhi ho 0-baby.gif



besti kerne ka aur koi tareeqa nahi milla aapko IPB Image


QUOTE(Abdullah @ Oct 16 2006, 08:18 AM) *

IPB Image Kisi ko bataiye ga nahi Warna IPB Image Maza nahi aaye ga. Lakin Zara main IPB Image sooch loon
OK yea raha IPB Image Umeed hay aap ko pasand aaye ga IPB Image




Theek hai nahi batain gay....

Lekin ye jo pehle 3 khoof-naak 0-22_yikes.gif smilies hain inko bilkul add nahi kerna HC per

Baaqi theek hain shukriyaaaaa yes.gif

khan_amer
QUOTE(Shokh @ Oct 16 2006, 02:11 PM) *

1) Bas ji Abdullah bhai insaan kay bheis may rehmaat ka farishta hain, inkay par jal gai to kia howa closedeyes.gif

2) Aur aapko almari may kia dikhta hay jo paath baand karnay ka naam nahi letay mad.gif


1) blink.gif blink.gif tu inhooN nay sajda kiya tha hamay 1-afsana.gif

2) yeh daikhnay daiN tu mujay kuch nazr aye na!!! phat say paath band ker daytay haiN... blink.gif blink.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Oct 16 2006, 01:47 PM) *

Koy bailan say marnay ka mansooba bana raha hay tu koy bailan kay saath azaafi cheezaiN muhiya ker raha hay... 0-sosad.gif 0-sosad.gif

in sazishooN say tang aa ker hum yeh jaga hi kuch arsay kay liya choR jayaiN gay
0-sosad.gif0-sosad.gif0-sosad.gif:

yeh jaga Kitnay arsay kay liya choR jayaiN gay. Eik Maah kay liye na, 1-afsana.gif Mujhay Umeed hay aap apni Harkatoon say baaz nahi aayain gay aur yahan Zaroor chaker laga ka apni Us Khaas Aadat ko poora karain gay 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Oct 17 2006, 11:02 AM) *

yeh jaga Kitnay arsay kay liya choR jayaiN gay. Eik Maah kay liye na, 1-afsana.gif Mujhay Umeed hay aap apni Harkatoon say baaz nahi aayain gay aur yahan Zaroor chaker laga ka apni Us Khaas Aadat ko poora karain gay 1-jokes.gif



1-afsana.gif 1-afsana.gif 1-afsana.gif
Shokh
QUOTE(*Kainaat* @ Oct 16 2006, 01:59 PM) *


besti kerne ka aur koi tareeqa nahi milla aapko IPB Image




Ladoo Rani ma nay besti thori ki hay 1-afsana.gif Besti daikhni ho to kabhi Fajr ka hashar daikha karo meray hathoon 1-kahani.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 16 2006, 06:48 PM) *

1) blink.gif blink.gif tu inhooN nay sajda kiya tha hamay 1-afsana.gif

2) yeh daikhnay daiN tu mujay kuch nazr aye na!!! phat say paath band ker daytay haiN... blink.gif blink.gif



1. Nahi wo ye sajda to karna chahtay thay magar ALLAH ki taraf say inki kamar may mooch ah gai glare.gif

2. Ma to kehti hoon chapa marain, zaroor andar gahndhay kapray, bartaan aur naswaar pari ho gi magar ehtiyaat say kahin behoosh na ho jaiye ga wacko.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Oct 17 2006, 11:10 AM) *

1-afsana.gif 1-afsana.gif 1-afsana.gif

Brush Nahi kiya tha aaj aap nay, Hay na look.gif Bhui Kar liya karain an Kabhi Kabhi Week main , Warna Popplay Munh say kiya Munh Dikhaye detay achay Lagain gay banned.gif

Sooch raha hoon aaj Jana hay aap nay, Phir kab HC par aayain gay, Kuch Gider Kut na Ho jaye 1-afsana.gif
Shokh
QUOTE(khan_amer @ Oct 17 2006, 10:10 AM) *

1-afsana.gif 1-afsana.gif 1-afsana.gif



Phapay Kutnay kahin kay glare.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 12:37 PM) *

1)Ladoo Rani ma nay besti thori ki hay 1-afsana.gif Besti daikhni ho to kabhi Fajr ka hashar daikha karo meray hathoon 1-kahani.gif
2) Nahi wo ye sajda to karna chahtay thay magar ALLAH ki taraf say inki kamar may mooch ah gai glare.gif

3) Ma to kehti hoon chapa marain, zaroor andar gahndhay kapray, bartaan aur naswaar pari ho gi magar ehtiyaat say kahin behoosh na ho jaiye ga wacko.gif


1) tu Fajr ko app nay bhagaya hay

2) yani yeh un maiN say haiN jinhooN nay sajda nahi kiya tha

3) banned.gif


QUOTE(Abdullah @ Oct 17 2006, 12:37 PM) *

1) Brush Nahi kiya tha aaj aap nay, Hay na look.gif Bhui Kar liya karain an Kabhi Kabhi Week main , Warna Popplay Munh say kiya Munh Dikhaye detay achay Lagain gay banned.gif

2) Sooch raha hoon aaj Jana hay aap nay, Phir kab HC par aayain gay, Kuch Gider Kut na Ho jaye 1-afsana.gif


1) jahaaN tak mujhay yaad hay maiN nay ussay haath zaroor lagaya tha.. agay ka kuch sahi say yaad nahi

2) per yeh kuT lagani kis ko hay 1-think.gif



QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 12:37 PM) *

Phapay Kutnay kahin kay glare.gif



ham waheeN kay phapay kuTnay haiN jahaN key al-mashoor phapay kuTni app haiN laugh.gif laugh.gif
Shokh
Jitni bogian marni hay maar lain, abhi Abu Adnan sahib attay hi hoon gay 0-moped.gif

Aur fir banned.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 01:17 PM) *

Jitni bogian marni hay maar lain, abhi Abu Adnan sahib attay hi hoon gay 0-moped.gif

Aur fir banned.gif



Woh CHuTi per haiN 0-headbang.gif 0-headbang.gif 0-headbang.gif



Abdullah
QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 12:37 PM) *

1- Besti daikhni ho to kabhi Fajr ka hashar daikha karo meray hathoon 1-kahani.gif
2- Ma to kehti hoon chapa marain, zaroor andar gahndhay kapray, bartaan aur naswaar pari ho gi magar ehtiyaat say kahin behoosh na ho jaiye ga wacko.gif

1- Wo To Bisti Kharaab Hoti hay, 1-jokes.gif
2- Chappa marnay ki kiya Zarorat hay. Ganday Kaproon kay liye Eledha Basket laaye hain To hi Almari ka Door band ho saka. Lakin abhi bhi kaheen kaheen say Koi Tie bahir latak hi jati hay. Haan Naswaar say in ka Door ka Taaluq bhi nahi. Yea Eik Achi baat zaroor hay in main 1-afsana.gif

QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 12:37 PM) *

Phapay Kutnay kahin kay glare.gif

Ummm huun aap ko Nahi maloom Mardoon ki Phaphay Kutni / Kutna nahi hoti In main aisi cheezon ko kehtay hain "Dany Paoo Meesna" 1-jokes.gif Meesna

QUOTE(khan_amer @ Oct 17 2006, 12:47 PM) *

1) yani yeh un maiN say haiN jinhooN nay sajda nahi kiya tha

2) jahaaN tak mujhay yaad hay maiN nay ussay haath zaroor lagaya tha.. agay ka kuch sahi say yaad nahi

3) per yeh kuT lagani kis ko hay 1-think.gif

1-Please Note kay Shokh nay kaha hay "Nahi wo ye sajda to karna chahtay thay" Lihaza aap ka Shaq Ghalat sabit hota hay, Aur Adalata ka Waqt barbad karnay par aap banned.gif
2-Ohhhh aap ka Brush to aaj Kitchen ki Khirki main Para tha, Jissay aap nay Haath lagaya tha Wo to Toilet ka Brush tha unsure.gif Tabhi aaj aap Mehkay Mehkay say lag rahay thay sad.gif
3- Jo aaj say Chutiyoon par Ja raha hay clapping3.gif

QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 01:17 PM) *

Jitni bogian marni hay maar lain, abhi Abu Adnan sahib attay hi hoon gay 0-moped.gif

Aur fir banned.gif

To kiya us kay baad Wo yea kaam karain gay, Ham us say Pehlay hi Basto Band kar letay hain 1-afsana.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Oct 17 2006, 12:34 PM) *


To kiya us kay baad Wo yea kaam karain gay, Ham us say Pehlay hi Basto Band kar letay hain 1-afsana.gif



Thank you Abdullah bhai clapping3.gif

Wahan to mera daam ghuta ja raha tha unsure.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 17 2006, 12:19 PM) *

Woh CHuTi per haiN 0-headbang.gif 0-headbang.gif 0-headbang.gif



Aur aapki chuti honay wali hay 0-headbang.gif 0-headbang.gif 0-headbang.gif

QUOTE(khan_amer @ Oct 17 2006, 11:47 AM) *

1) tu Fajr ko app nay bhagaya hay

2) yani yeh un maiN say haiN jinhooN nay sajda nahi kiya tha

3) banned.gif

4) ham waheeN kay phapay kuTnay haiN jahaN key al-mashoor phapay kuTni app haiN laugh.gif



-1) Ji bhagaya bhi kah saktay hain magar nachaya zada munasib rahay ga 1-think.gif

-2) Yani ye nahi yani aap hain 1-kahani.gif

-3) look.gif

-4) Aur sunain aaj kal business kesa ja raha hay 1-kahani.gif

QUOTE(Abdullah @ Oct 17 2006, 12:34 PM) *

1- Wo To Bisti Kharaab Hoti hay, 1-jokes.gif

2- Chappa marnay ki kiya Zarorat hay. Ganday Kaproon kay liye Eledha Basket laaye hain To hi Almari ka Door band ho saka. Lakin abhi bhi kaheen kaheen say Koi Tie bahir latak hi jati hay. Haan Naswaar say in ka Door ka Taaluq bhi nahi. Yea Eik Achi baat zaroor hay in main 1-afsana.gif
Ummm huun aap ko Nahi maloom Mardoon ki Phaphay Kutni / Kutna nahi hoti In main aisi cheezon ko kehtay hain "Dany Paoo Meesna" 1-jokes.gif Meesna


1. hehehehe 1-afsana.gif

2. Hmm, inko aap nay basket ka sehi istemaal sehi say samjha to dia hay na look.gif Naswaar khatay hoon ya nahi ehtiyatan rakhtay zaroor hoon gay almari nay look.gif
Abdullah
QUOTE(Shokh @ Oct 17 2006, 01:48 PM) *

1-Thank you Abdullah bhai clapping3.gif
Wahan to mera daam ghuta ja raha tha unsure.gif

2- Hmm, inko aap nay basket ka sehi istemaal sehi say samjha to dia hay na look.gif Naswaar khatay hoon ya nahi ehtiyatan rakhtay zaroor hoon gay almari nay look.gif

1- Mention not 1-afsana.gif Eik aur Post bhi BG wali isi Hathiya chaar ki bheent charh chuki hay, Shukar hay yea Masoom Bach gayee 1-kahani.gif

2- Seekh jayain gay Aahista Aahista, Ab itni Purani aadatain asaani say thora hi jati hain. 1-jokes.gif
Fajr
kisii nay mujhay yaad kiya look.gif look.gif
Masoom_Pari
QUOTE(Fajr @ Oct 18 2006, 09:51 PM) *

kisii nay mujhay yaad kiya look.gif look.gif


yeh ghalti kis say serzad hui mad.gif
Shokh
QUOTE(Fajr @ Oct 18 2006, 06:51 PM) *

kisii nay mujhay yaad kiya look.gif look.gif



Hai ma maar jaon, satiyanas tum abhi bhi yahin rul rahay ho 0-16_angry.gif

QUOTE(Abdullah @ Oct 18 2006, 09:14 AM) *

1- Mention not 1-afsana.gif Eik aur Post bhi BG wali isi Hathiya chaar ki bheent charh chuki hay, Shukar hay yea Masoom Bach gayee 1-kahani.gif

2- Seekh jayain gay Aahista Aahista, Ab itni Purani aadatain asaani say thora hi jati hain. 1-jokes.gif



1. Saab apka karam hay 1-kahani.gif

2. Aap nay wo dum wali misaal suni hay look.gif
Fajr
QUOTE(Masoom_Pari @ Oct 18 2006, 09:17 PM) *


yeh ghalti kis say serzad hui mad.gif
[/color]



Uss kay baray maiN pata kiya jaye aur ussay qaraar waqaye saza dila'yee jaye 1-announce1.gif 1-announce1.gif

QUOTE(Shokh @ Oct 19 2006, 02:07 PM) *

Hai ma maar jaon, satiyanas tum abhi bhi yahin rul rahay ho 0-16_angry.gif



tu kab mar rahee hain app
1-think.gif 1-announce1.gif

Shokh
QUOTE(Fajr @ Oct 19 2006, 09:59 PM) *

1. Uss kay baray maiN pata kiya jaye aur ussay qaraar waqaye saza dila'yee jaye 1-announce1.gif 1-announce1.gif

2. tu kab mar rahee hain app
1-think.gif 1-announce1.gif



1. Is jaankari may ma tumhari madad karoon kia look.gif

2. Fikar not tumhain maar kay hi maroon gi 1-kahani.gif
Eyes2good
QUOTE(Shokh @ Oct 12 2006, 05:48 PM) *

AOA rose.gif

Arz ye karni thi kay please smilies ki tadad may azafa kia jai.

Ye hamari dili khawish hay aur zid bhi 1-afsana.gif

Regards,

-Shokh



bilkul sahi kaha aap nay 0-headbang.gif
Abdullah
QUOTE(Fajr @ Oct 18 2006, 07:51 PM) *

kisii nay mujhay yaad kiya look.gif look.gif

Aap kahan Ghayeb hain look.gif Aur aap ko kis tarha Maloom hoa kay aap ko Kisi nay yaad kiya 1-afsana.gif
Abdullah
QUOTE(Shokh @ Oct 19 2006, 02:07 PM) *

Hai ma maar jaon, satiyanas tum abhi bhi yahin rul rahay ho 0-16_angry.gif

Baqaul In kay "Ghareab Da Baal" Rulna nahi to Aur kiya karna hay 1-jokes.gif


QUOTE(Shokh @ Oct 19 2006, 02:07 PM) *

Aap nay wo dum wali misaal suni hay look.gif

Seedhi Na Honay Wali 1-think.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Oct 21 2006, 10:37 AM) *

Aap kahan Ghayeb hain look.gif Aur aap ko kis tarha Maloom hoa kay aap ko Kisi nay yaad kiya 1-afsana.gif


Ji inko meray dil say rah hay glare.gif

QUOTE(Abdullah @ Oct 22 2006, 12:55 PM) *

1. Baqaul In kay "Ghareab Da Baal" Rulna nahi to Aur kiya karna hay 1-jokes.gif

2. Seedhi Na Honay Wali 1-think.gif


Kion ghareeb kay balo'on ko badnaam kar rahay hain rolleyes.gif

2. Ji ji bilkul wohi wali 1-kahani.gif
Abdullah
QUOTE(Khalish @ Oct 15 2006, 12:46 AM) *

Ummeed hai keh Inshaa.allah 2/3 weeks meiN HC upgrade hoga tu uss waqt hum buhot si naee cheezaiN paish kar saktaiNge smile.gif Aur new smilies bhi available ho jaaeiNgi.

Insha Allah 0-headbang.gif

QUOTE(Shokh @ Oct 23 2006, 09:55 AM) *

1. Ji inko meray dil say rah hay glare.gif
2. Kion ghareeb kay balo'on ko badnaam kar rahay hain rolleyes.gif

1. Phir to bari Seedhi raah hay, Siraat e Mustqeem smile.gif
2. Meri Baloon say Dusshmani hay 1-movies.gif Chahay Ameer kay hoon ya Ghareeb kay StayAway.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.