QUOTE(Doshezah @ Nov 18 2006, 02:13 PM) [snapback]2199016[/snapback]
WELCOME Sachaa Lover

on HulChul
yaha per hulchul ho rahi hai.... mein to phir gir ja00nga
QUOTE(Doshezah @ Nov 18 2006, 02:13 PM) [snapback]2199016[/snapback]
ji aap kiya piyen gay, chaye ? coffe? soft drink lassi ya doodh.
aur khanay main kiya pasand karian gay yea bhi bata dain

khane pine ki list kaha per hai

QUOTE(khan_amer @ Nov 18 2006, 02:30 PM) [snapback]2199035[/snapback]
woh jee mujhay Doodh maiN Soft drink Daal ker paish ker daiN... khanay maiN samoosay, pakoRay aur agr Chicken Fry ho jaye tu kiya hi baat hay
pehlay mujhay kuch khanay peenay ka bandobast kernay daiN.. phir maiN inhay daikhooN ga..waisay bhi inhooN nay konsa zyada khana hay

aapko kaise pata chal ake mein kam khata h00n
QUOTE(Doshezah @ Nov 18 2006, 02:46 PM) [snapback]2199051[/snapback]
aap to mezban hain yea sab naye aanay walon kay liye hoga

khabr dar jo mehmano kay samnay kisi cheez ko haath lagaya
aur paisay nikalain yea chezain lanay ko

per mere paas to paise nahi hai

QUOTE(khan_amer @ Nov 18 2006, 02:53 PM) [snapback]2199053[/snapback]
app yeh baat inhay na batayee ga
yeh mehmaam thoRay hi haiN yeh tu yahaaN per hi rahaiN gay...
khabr'dar ju kisi nay in say mehmanooN jaisay salook kiya...
To Sacha Lover bhai, ho jaye app kay aanay key khushi maiN eak Dawat Pakwan section maiN woh bhi app kay hi kharchay per

mere kharchay per
bhai log... mein to pehle hi ghareeb banda h00n

QUOTE(Fajr @ Nov 18 2006, 02:55 PM) [snapback]2199056[/snapback]
mujhay tu kisi nay kuch bhi nahi pocha tha
Welcome Sacha lover jee... Aap aye bahaar ayee, aur khanay peenay kay saman key bhi batain honay lageen
bahaar..... per mein to akela hi aya h00n... mein to kisi ko bhi apne saath nahi le ker aya
QUOTE(Abdullah @ Nov 18 2006, 03:03 PM) [snapback]2199068[/snapback]
Kiya aap inhain khata peeta + phalta phoolta nahi deekhna chahtay

nahi yea akelay hi aaye hain

aap ko kaise mal00m hua ke mein akela hi aya h00n
kahi'n meri jasusi to nahi ki