QUOTE(khan_amer @ Nov 19 2006, 02:18 PM) [snapback]2199425[/snapback]
ambi'aaN tu maiN nahi kah sakta per maiN aisay eak laRkay numa mard kay saath rehta hooN ju Lemon bhi malTay key taraah kah jata hay

Abhi to aap nay us laRkay numa mard ko Kaccha Achaar , Ambiyan , Kanji ki gajrain , Imli + alo bukhara, aur gool guppon ka khatta pani peetay nahi dekha. Chaat masalay ka thela bhi to laaye hain us laRkay numa mard kay ghar say aap

QUOTE(Shokh @ Nov 19 2006, 01:53 PM) [snapback]2199409[/snapback]
Aur aapko bhi HC ka ye nia chehra mubarik ho

Ji ab Insha Allah aap ko mazeed behtar chezain nazar aati rahain gi.
HulChul.NET latest news parhti raha karain