QUOTE(Abdullah @ Nov 21 2006, 05:38 AM) [snapback]2199905[/snapback]
Array Waah

Bohat Bohat Mubarik ho aap ko yea wali shaadi

yea wali ...kya mutlab Jeeeeeeeeeeeeeeeeee
QUOTE(farhan_112 @ Nov 20 2006, 06:08 PM) [snapback]2199842[/snapback]
salaam dosto kaisay hein aap sab

mein bhe theek hoon
meri shadi khair say 4 november ko hogai hei

khair mubbarik

aap ki dua-o ka talabgaar
farhan_112

Buhot buhot mubarak ho aap ko .. Allah SWT aap dono ko apne hifz.o.amaan meiN rakhe aur aap dono behtareen zindagi guzaraiN .. Aameen