QUOTE(Masoom_Pari @ Aug 15 2007, 12:25 PM) [snapback]2441389[/snapback]
hmm kahin aap Mosam ka haal sunanay walay to nahi ho
je haan aapne sahi pehchana
is waqt behra-e-arab se aanay wala toofaan tam chuka hai
jab ke khaleej-e-bangal pe gehray badal chaye huye hain
mulk ke beshtar ilaqon main madla saaf rehne ki tawaqqo hai
jab ke sindh ke beshtar ilaqay badalon ki lapait main rahaingay
aur karachi ka mosam nihayat hi khush gawar hoga.
aur main is din ko achi tarha office main barbaad kardonga