QUOTE(nomi87 @ Aug 26 2007, 02:28 PM) [snapback]2453350[/snapback]
yaar uthaya nahin tha
computer trolly main rakha hua tha.lurak paon per aagaya.
ager girta to pata nahin kia hota.hota kuch nahin shayad mera paon na hota
chalo sabr say kaam lo

ALLAH sabr karnay waloon k saath hay
koi baat nai,,itni zyada dard to nai ho rai ho gi na
to kis nay kaha tha comp trolly main rakhoo?apni hi galti thi na to ab kia roona dhoona or pachtana
chalo shukar karain kutch khass nai choot lagi,,aur koi medicine ya bandage karvaiN,,or zyada zoor bhi na dalain us paon par