salamzzzzz
yaar baryy arsyy baad aya hoon
per hc too apun kay bagair bilkul he veeeraan ho gaya hay
kion jigars kaya howaa
just chill yaar
ham to ab baryy ho gaye hein
thora mature ho gaye hein par tumhare to age hay khylny kodny ke
ko mazaak karoo koi bat karoo
any way
ajj sab bataein kaya app bhe dar badar phirtyy hein aore kise kaa nishaan dhond rahy hein
apun ko too nishaan mil gaya hay
app ko koi mila life partner keh nahi