Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Bari Sarkaar
HulChul.NET > Science, Arts & Culture > Human Relationships, Society & Culture
Abu Adnan
IPB Image

IPB ImageIPB Image
NaJ
hum loog kitnay majboor ha na...
Abu Adnan
QUOTE(NaJ @ Nov 26 2006, 11:15 PM) *

hum loog kitnay majboor ha na...

hum loog kitnay majboor haiN 0-questionmark.gif

yehi sawaal kissi nay hazrat Ali RA say poocha ... aap nay farmaya ... apni aik taang oTha'o. oss nay left leg floor say oopar oothalee. aap nay farmaya ab doosri bhi oThaalo.... oss nay kaha... aisa nahee kar saktaa.... aap nay farmaya ... bus tum etnay hi majboor ho aur etnay hi mukhtaar..... 1-jokes.gif 1-jokes.gif
KHAL NAYAK
writer nay akk pehlo per zayada zoor nahi dia. kay france say akk shakss ko laya gaya or usay apni mari ki wazarat day di gaye. smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(KHAL NAYAK @ Nov 27 2006, 02:52 PM) *

writer nay akk pehlo per zayada zoor nahi dia. kay france say akk shakss ko laya gaya or usay apni mari ki wazarat day di gaye. smile.gif

column aur mazmoon maiN faraq hota hai ... jaisay kahani aur afsaanay maiN faraq hota hai .... column aur afsaanay maiN writer apni marzee k nokaat ko highlight karta hai... khaah iss say story ki continuty maiN faraaq paray yaa maazmoon ki jaamiyat motassir ho .... aap afsaanaa nigaar / columnist say kahany k mokammal tanay baanay / mazameen ki jamiyat ka motalebah nahe karsaktay......... bilkul aisay hi jaisay azaad poetry maiN aap poet say auzan aur radeef i qawafi ki pabandiyouN ka motalebah nahee karsaktay.... kia samjhay.... 1-jokes.gif 1-jokes.gif
KHAL NAYAK
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 27 2006, 03:34 PM) *

sahi kaha app nay. yeah tu main samjh gaya tha writer kon say nuqtay per zayda zorr dena cah raha hay. nahi tu jo nukta mian nay mention kia hay usper bhi acha khasa likha ja sakta hay.
Abu Adnan
QUOTE(KHAL NAYAK @ Nov 27 2006, 09:09 PM) *

sahi kaha app nay. yeah tu main samjh gaya tha writer kon say nuqtay per zayda zorr dena cah raha hay. nahi tu jo nukta mian nay mention kia hay usper bhi acha khasa likha ja sakta hay.

phir bismillah karaiN .... E21.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.