Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Meri Taraf Sey Program(lahore Gtg)
HulChul.NET > Entertainment > Get 2gether
fahiimakhter
OK ji

Mr. Kamla Jatt
Khan Sahib
Shokh
Fadi
And ME

Ji merey khayal sey or kam az kam meri(Host) Sahoolat key Wastey

Date 31 december 2006

Or Jagah Pm ker ker na bata Dun

Tractor
1-jokes.gif 1-jokes.gif
Ho chuki GTG mashaallah.gif icon_peace.gif
khan_amer
App nay asal post say haT ker eak post key, iss ka matlab yeh tu nahi kay app GTG key mukamal zimadari lay rahay haiN.

waisay mujhay mushkil hi nazr aatay kay yeh GTG ho, her kisi ko apni saholat key paRi hay.. yeh koy nahi dekhta kay uss key saholat maiN kisi dosray key mushkil tu nahi hay.

agr mujjhay sahi yaad paRta hay tu app nay eak bar pehlay bhi eak GTG key arrangement key zimadari uThayee thee jis maiN Digital pehlwan aur eak aur respected member hi puhanch paye thay baqi app samait kisi ko khabr hi nahi ho saki GTG key... aur mujhay lagta hay kay tareekh yahaaN per bhi apnay app ko duhra'aye gee...

anyways.. app key batayee howi location per puhanchana meray liya buhat hi mushkil hay uss ki wajoohat bhi batata chalooN kay woh market place hay aur eid kay din haiN.. awal tu wahaaN per traffic jam hi buhat hota hay dom wahaaN per proper parking key saholat bhi nahi hay( go maiN Lahore maiN aap jitna nahi rehta per itna zaroor janta hooN)

anyways... aglay kuch ghanTooN kay baad maiN online nahi ho sakooN ga.. aur Pakistan say online honay na;honay key koy garanttee nahi.. agr koy feasible jagah uss waqt tak decide ho jaye tu behter...
KamlaJatt
jo bataayee haiy jaga wohi haiy ... naa ya koi aur ?
KamlaJatt
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 09:20 AM) *

anyways... aglay kuch ghanTooN kay baad maiN online nahi ho sakooN ga.. aur Pakistan say online honay na;honay key koy garanttee nahi.. agr koy feasible jagah uss waqt tak decide ho jaye tu behter...

Nahi to khan sahib wahi'n par aa jaayaingaiy 1-jokes.gif dn1.gif

Any how wo Jagga LAHORE hi ka hissa haiy :P
Ya phir Khan sahib hi koi jaga batadain :P
khan_amer
QUOTE(Tractor @ Dec 27 2006, 08:05 AM) *

1-jokes.gif 1-jokes.gif
Ho chuki GTG mashaallah.gif icon_peace.gif

ho bhi gayee.. per kab aur kahaaN 1-think.gif 1-think.gif 1-think.gif
khan_amer
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 08:31 AM) *

Nahi to khan sahib wahi'n par aa jaayaingaiy 1-jokes.gif dn1.gif

Any how wo Jagga LAHORE hi ka hissa haiy :P
Ya phir Khan sahib hi koi jaga batadain :P

Gulberg kay illaqay maiN kaheeN per bhi ho jaye.. per lagta yehi hay kay Gulberg ana logooN kay liya takleef ka ba'is hay...

KamlaJatt
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 09:36 AM) *

Gulberg kay illaqay maiN kaheeN per bhi ho jaye.. per lagta yehi hay kay Gulberg ana logooN kay liya takleef ka ba'is hay...

I dont mind any where ... so far its LAhore ... but decide and lock it man ... 0-17_wink.gif
khan_amer
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 08:38 AM) *

I dont mind any where ... so far its LAhore ... but decide and lock it man ... 0-17_wink.gif

bhai jan mujhay nahi lagta kay aaj yeh lock ho sakay... itnay dinooN say post chal rahi hay aur kuch bhi final ho saka.. infact FADI tu yeh suntay hi bhaag gaya kay Hosts key zimay hi hay sara kuch aur saath hi Faheem bhai key tone bhi badal gayee aur yeh "Saholaat" kay chakrooN maiN paR gay... breakface1.gif breakface1.gif
KamlaJatt
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 09:51 AM) *

bhai jan mujhay nahi lagta kay aaj yeh lock ho sakay... itnay dinooN say post chal rahi hay aur kuch bhi final ho saka.. infact FADI tu yeh suntay hi bhaag gaya kay Hosts key zimay hi hay sara kuch aur saath hi Faheem bhai key tone bhi badal gayee aur yeh "Saholaat" kay chakrooN maiN paR gay... breakface1.gif breakface1.gif

It was decided from the first day ... but u know 'the Veto' Power 1-jokes.gif ... Sab waisa nahi ho sakta jaisaiy sab chahtaiy hai'n ... we have to stick on one ... some one has to surrender .... ALL cant win ... If we can fly from abroad to Lahore ... than we must show passions to go within Lahore .... Any how ... I wish the best smile.gif
khan_amer
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 09:02 AM) *

It was decided from the first day ... but u know 'the Veto' Power 1-jokes.gif ... Sab waisa nahi ho sakta jaisaiy sab chahtaiy hai'n ... we have to stick on one ... some one has to surrender .... ALL cant win ... If we can fly from abroad to Lahore ... than we must show passions to go within Lahore .... Any how ... I wish the best smile.gif

I have other commitments too... aur mujhay yaqeen hay kay baqi sab key bhi hooNgaa, moreover, maiN sirf 6/7 dinooN kay liya ja raha hooN.. eid bhi beech maiN paR rahee hay.. aisay maiN agr yeh abhi tak decide nahi howa tu phir kabhi bhi decide nahi hoga...

amooman GTGs kay host GTG say 4/5 din pehlay final program announce ker daytay haiN... aur amooman woh "SaholatooN" kay chakarooN maiN nahi paRtay...

waisay bhi members key koy zyada baRi tadad nahi hay app aur ham tu waisay hi time set ker kay puray lahore maiN kaheeN bhi mil saktay haiN per.. ju jagaah yeh bata rahay haiN wahaaN per app Deera ka traffic jam bhool jayaiN gay.. yaad rahay kay yeh din Chand.rat type hoga...
KamlaJatt
Right Man ... Abb Yeh Oonth kissi Karwat bitha dai'n to theek hai'n ... Nahi to kuch ghanto baad Mai bhi online nahi ho sakoo'nga ... aur i feel k already we have lost some participents 1-jokes.gif

You'n na ho GTG ka GG urr jayeh aur T hi reh jaayeh 1-jokes.gif
Waisaiy Chand Raat ko kiya kar rahaiy hai'n aap 1-announce1.gif
New year Eve........ imslow.gif
khan_amer
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 09:31 AM) *

Right Man ... Abb Yeh Oonth kissi Karwat bitha dai'n to theek hai'n ... Nahi to kuch ghanto baad Mai bhi online nahi ho sakoo'nga ... aur i feel k already we have lost some participents 1-jokes.gif

You'n na ho GTG ka GG urr jayeh aur T hi reh jaayeh 1-jokes.gif
Waisaiy Chand Raat ko kiya kar rahaiy hai'n aap 1-announce1.gif
New year Eve........ imslow.gif

yehi tu maiN keh raha tha...

Chand raat ko abhi tak koy program agr bana hay tu mujhay uss ka nahi pata ( yani gher per) waisay amooman chand;raataiN kafi busy guzarteeN haiN.. app kay zehan maiN koy program ho tu bata daiN... meri chand raat, 11 bajay kay baad shoroo hoti hay devil.gif devil.gif devil.gif
Abdullah
QUOTE(fahiimakhter @ Dec 25 2006, 09:22 PM) *

OK ji

Mr. Kamla Jatt
Khan Sahib
Shokh
Fadi
And ME

Ji merey khayal sey or kam az kam meri(Host) Sahoolat key Wastey

Date 31 december 2006

Or Jagah Pm ker ker na bata Dun

duas.gif Duaa hay kay aap ki arrange karda GTG Kamiyabi hay hamkinar hoo
Abdullah
QUOTE(Tractor @ Dec 27 2006, 08:05 AM) *

1-jokes.gif 1-jokes.gif
Ho chuki GTG mashaallah.gif icon_peace.gif

1-think.gif Nahi nahi koi fikr ki baat nahi hay, Yea mashaallah.gif itni GTG attend kar chukay hain, GTG zaroor hogi yes.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 08:20 AM) *

App nay asal post say haT ker eak post key, iss ka matlab yeh tu nahi kay app GTG key mukamal zimadari lay rahay haiN.

waisay mujhay mushkil hi nazr aatay kay yeh GTG ho, her kisi ko apni saholat key paRi hay.. yeh koy nahi dekhta kay uss key saholat maiN kisi dosray key mushkil tu nahi hay.

agr mujjhay sahi yaad paRta hay tu app nay eak bar pehlay bhi eak GTG key arrangement key zimadari uThayee thee jis maiN Digital pehlwan aur eak aur respected member hi puhanch paye thay baqi app samait kisi ko khabr hi nahi ho saki GTG key... aur mujhay lagta hay kay tareekh yahaaN per bhi apnay app ko duhra'aye gee...

anyways.. app key batayee howi location per puhanchana meray liya buhat hi mushkil hay uss ki wajoohat bhi batata chalooN kay woh market place hay aur eid kay din haiN.. awal tu wahaaN per traffic jam hi buhat hota hay dom wahaaN per proper parking key saholat bhi nahi hay( go maiN Lahore maiN aap jitna nahi rehta per itna zaroor janta hooN)

anyways... aglay kuch ghanTooN kay baad maiN online nahi ho sakooN ga.. aur Pakistan say online honay na;honay key koy garanttee nahi.. agr koy feasible jagah uss waqt tak decide ho jaye tu behter...

tidakmungkin.gif Lagta hay Khan Amer ghussay main hain kuuaaburr.gif
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Dec 27 2006, 09:53 AM) *

tidakmungkin.gif Lagta hay Khan Amer ghussay main hain kuuaaburr.gif

bhai jan..yahaaN say ham log as a guest wahaaN jaa rahay haiN wahaaN yahaaN per hosts yeh dekh rahay haiN kay unhaiN kahaaN saholat rahay gee.. Ghusa issi baat per chaRha hay.. kay bhi koy din dihaar dekh ker time rakho.. chalo mana kay eid kay din haiN per Chand.raat ko kon GTG maiN aa sakta hay..woh bhi itni traffic aur rash wali jagaah per
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Dec 27 2006, 09:50 AM) *

duas.gif Duaa hay kay aap ki arrange karda GTG Kamiyabi hay hamkinar hoo

kahaiN tu maiN ja'naimaz pakaR ker baiTh ja'ooN dua mangnay kay liya imslow.gif imslow.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 09:37 AM) *

waisay amooman chand;raataiN kafi busy guzarteeN haiN..

Main bata doon aap ki Chaand Raaton ka haal StayAway.gif
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Dec 27 2006, 10:58 AM) *

Main bata doon aap ki Chaand Raaton ka haal StayAway.gif

baRay afsoos key baat hay

maiN bhi bata dooN uss special hajaam kay mutaliq threaten.gif threaten.gif
KamlaJatt
Dono hi bata dai'n 1-jokes.gif
Pait mai baat rakhai'ngaiy to Kharab honaiy ka andesha haiy icon_peace.gif
khan_amer
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 12:11 PM) *

kis ka baat ka kayt paiT ka

waisay aur bhi "buhat" c bataiN abhi nahi batayeeN.. "GTG" key E21.gif E21.gif
~Saraj~
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 01:00 PM) *

baRay afsoos key baat hay
maiN bhi bata dooN uss special hajaam kay mutaliq threaten.gif threaten.gif

Janu German bhai ko bhi bulana parey ga E21.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 11:00 AM) *

baRay afsoos key baat hay
maiN bhi bata dooN uss special hajaam kay mutaliq threaten.gif threaten.gif

Main bata doon wo aap ki Bachpan ki photo wali baat StayAway.gif
Bas ab bhoot wali kahan i yaad karlain 0-17_wink.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 12:17 PM) *

kis ka baat ka kayt paiT ka
waisay aur bhi "buhat" c bataiN abhi nahi batayeeN.. "GTG" key E21.gif E21.gif

look.gif Baghal main Churi Munh main raam raam shades.gif
Abdullah
QUOTE(KamlaJatt @ Dec 27 2006, 12:11 PM) *

Dono hi bata dai'n 1-jokes.gif
Pait mai baat rakhai'ngaiy to Kharab honaiy ka andesha haiy icon_peace.gif

Yea aap bhi Khan Amer ki tarha Pait par itna zoor kiyon detay hain dunno.gif
Abdullah
QUOTE(~Saraj~ @ Dec 27 2006, 12:44 PM) *

Janu German bhai ko bhi bulana parey ga E21.gif

Haan ji ab aap bhi aa gaye hain to Bulana hi paray ga. Takay wo aap kar apni Karishma saaz inventions ka istmaal kar sakain 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Dec 27 2006, 01:27 PM) *

Main bata doon wo aap ki Bachpan ki photo wali baat StayAway.gif
Bas ab bhoot wali kahan i yaad karlain 0-17_wink.gif

aur woh ju maiN agr samandar kinaray wali baat bata dooN tu

kahani tu maiN nahi hi suna'i thee na Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif
khan_amer
laiN jee.. GTG ka tu faisla nahi howa... aur maiN tu chala
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 05:20 AM) *

App nay asal post say haT ker eak post key, iss ka matlab yeh tu nahi kay app GTG key mukamal zimadari lay rahay haiN.

waisay mujhay mushkil hi nazr aatay kay yeh GTG ho, her kisi ko apni saholat key paRi hay.. yeh koy nahi dekhta kay uss key saholat maiN kisi dosray key mushkil tu nahi hay.

agr mujjhay sahi yaad paRta hay tu app nay eak bar pehlay bhi eak GTG key arrangement key zimadari uThayee thee jis maiN Digital pehlwan aur eak aur respected member hi puhanch paye thay baqi app samait kisi ko khabr hi nahi ho saki GTG key... aur mujhay lagta hay kay tareekh yahaaN per bhi apnay app ko duhra'aye gee...

anyways.. app key batayee howi location per puhanchana meray liya buhat hi mushkil hay uss ki wajoohat bhi batata chalooN kay woh market place hay aur eid kay din haiN.. awal tu wahaaN per traffic jam hi buhat hota hay dom wahaaN per proper parking key saholat bhi nahi hay( go maiN Lahore maiN aap jitna nahi rehta per itna zaroor janta hooN)

anyways... aglay kuch ghanTooN kay baad maiN online nahi ho sakooN ga.. aur Pakistan say online honay na;honay key koy garanttee nahi.. agr koy feasible jagah uss waqt tak decide ho jaye tu behter...

fahiimakhter
khan Sahib Garhey murdey ukharney ka kaya faidha

Jab koyi Mazid bat nahi ho rahi thi to mein ney post ker di

MEri kaya majal key ap jaisey senior members key hotey hoey mein GtG ki zimey Dari lun Per hud hi dekhiey Abdullah bhaii ney apney reply mein merey ko or Fadi ko Host likha hoa hey merey ko khush Fehmii ho gayii thi

Any how yeah mehaz mashwara tha is key ilawa kuch nahi is liey likha meri teref sey

Baki jaisey ap logon ki merziiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

shaed mein thori jald baziii ker gayaaaaaaaaa (Choton key liey waisey itni gunjaish to hoti hey )

Kher ap sab logon ko (mujhey nikal ker) ager koyi jagah munasib lagey to bata dijiey mein Inshallah ap key sath hun ga
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 05:36 AM) *

Gulberg kay illaqay maiN kaheeN per bhi ho jaye.. per lagta yehi hay kay Gulberg ana logooN kay liya takleef ka ba'is hay...

Aisa kis ney keh diya ap ko
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 05:51 AM) *

bhai jan mujhay nahi lagta kay aaj yeh lock ho sakay... itnay dinooN say post chal rahi hay aur kuch bhi final ho saka.. infact FADI tu yeh suntay hi bhaag gaya kay Hosts key zimay hi hay sara kuch aur saath hi Faheem bhai key tone bhi badal gayee aur yeh "Saholaat" kay chakrooN maiN paR gay... breakface1.gif breakface1.gif

Aray baba Tone kahan BAdliii

Fadi ney merey sey rabta nahi kara is liey mein ney yeah post hud sey ker di
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 06:19 AM) *

I have other commitments too... aur mujhay yaqeen hay kay baqi sab key bhi hooNgaa, moreover, maiN sirf 6/7 dinooN kay liya ja raha hooN.. eid bhi beech maiN paR rahee hay.. aisay maiN agr yeh abhi tak decide nahi howa tu phir kabhi bhi decide nahi hoga...

amooman GTGs kay host GTG say 4/5 din pehlay final program announce ker daytay haiN... aur amooman woh "SaholatooN" kay chakarooN maiN nahi paRtay...

waisay bhi members key koy zyada baRi tadad nahi hay app aur ham tu waisay hi time set ker kay puray lahore maiN kaheeN bhi mil saktay haiN per.. ju jagaah yeh bata rahay haiN wahaaN per app Deera ka traffic jam bhool jayaiN gay.. yaad rahay kay yeh din Chand.rat type hoga...

Ok BAba Gulberg ka bol do kahan
fahiimakhter
QUOTE(Abdullah @ Dec 27 2006, 06:50 AM) *

duas.gif Duaa hay kay aap ki arrange karda GTG Kamiyabi hay hamkinar hoo

Dowa sey zayadha aitamdh chahiey jo merey per kabhi kiya nahi gayaaa
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 07:51 AM) *

bhai jan..yahaaN say ham log as a guest wahaaN jaa rahay haiN wahaaN yahaaN per hosts yeh dekh rahay haiN kay unhaiN kahaaN saholat rahay gee.. Ghusa issi baat per chaRha hay.. kay bhi koy din dihaar dekh ker time rakho.. chalo mana kay eid kay din haiN per Chand.raat ko kon GTG maiN aa sakta hay..woh bhi itni traffic aur rash wali jagaah per

Aray baba 31 ki dat shokh ney decide ki thi mein ney nahi

Wahan Traffic

jahan tak merey ko yad parata hey Lahore mein sab sey barhi gtg isi Jagah hoyiiiiiiiii thiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

guest hazrat sey guzarish hey apna programe merey ko PM ker Dain
fahiimakhter
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 11:55 AM) *

laiN jee.. GTG ka tu faisla nahi howa... aur maiN tu chala

Ap zayadha hi jazbatiii ho rahey ho ...........Itna sab kuch kehney ki bijaey Jagah Decide ker letey to acha nahi tha kaya

kher sab merey ko hi bol Rahey Fadi jis ney abhi tak aik hi post kari hey usey koyi kuch nahi keh raha

Galat hi Sahi mein ney kuch decide to karaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

ap ko nahi thik to ap sahi ker do

yeah mayusi waley reply yeah gusa ................................................................... dunno.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Dec 27 2006, 02:55 PM) *

aur woh ju maiN agr samandar kinaray wali baat bata dooN tu
kahani tu maiN nahi hi suna'i thee na Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif Sshh.gif

Driver to main hi tha na icon_peace.gif
Abdullah
Baqaul aap kay Agr aap hotel key mamalaat chalu hun aur intzaam nahi kar saktay thay to pehlay batana tha takay yea zimedari kisi aur par lagatay. Aap nay apni saholat dekhi na kay sab ki. Main nay kisi ko khasosan nahi kaha tha, bas yea kaha tha GTG zabtay kay mutabiq Loclas ko intzaam karna parta hay na kay bahir say aanay waloon ko. Aap nay yea post kar kay Khud yea zimedari Qubool ki, aur ham nay bhi aap par Aaytmaad kiya.

Ab Halaat yea hain kay 2 din baad GTG hay aur Jagga tak decide nahi ho saki, jo kay asoolan eik week pehlay maloom ho jana chahiye tha. Aur Kamla Jat Kahan Amer ab PM chk karnay bhi nahi aa sakain gay. Kuch aisay hi halaat pichli baar bhi thay. Aur tab bhi aap ko yeahi Mashwara diya tha kay Kam az Kam GTG mansookh honay ka Eaylaan hi kar dain.

In Halaat main Official GTG to ab ho nahi rahi is liye yea post ab Close ho rahi hay
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.