Iss Liye Kahete Hein Ke Waqt Pe Kaam Kar Lena Chaiye Kal Pe NaheinChhorna Chahiye
seemaf
Dec 29 2006, 04:57 PM
Very wonderfull
BUt yeh yahan kyun hai
Abu Adnan
Dec 30 2006, 08:04 AM
QUOTE(seemaf @ Dec 29 2006, 04:57 PM) [snapback]2215351[/snapback]
Very wonderfull
BUt yeh yahan kyun hai
baat cheet k liyeh yeh aik manzoom Topic hai SOS k melay jhamelay maiN to isnay gum hi hojana thaaaaaaaa
seemaf
Dec 30 2006, 07:14 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Dec 30 2006, 08:04 AM) [snapback]2215597[/snapback]
baat cheet k liyeh yeh aik manzoom Topic hai SOS k melay jhamelay maiN to isnay gum hi hojana thaaaaaaaa
Achha achha sahi kaha .... wahan waaqi kho jana tha yeh.... to start karain na baat cheet we r waiting.... ab kis baat ki DAIR hai
Abu Adnan
Dec 31 2006, 08:54 AM
QUOTE(seemaf @ Dec 30 2006, 07:14 PM) [snapback]2215845[/snapback]
Achha achha sahi kaha .... wahan waaqi kho jana tha yeh.... to start karain na baat cheet we r waiting.... ab kis baat ki DAIR hai
hamesha dair kar deta houN maiN har kaam karnay maiN
bachchouN ko bahlaanaa ho yaa begum ko manaa naa ho
boss ki baat sunni ho yaa Rubb k aagay sar jhukaanaa ho
hamesha dair kardetaa houN maiN
sab issi tarah 'etraafay jurm' kartay jayaiN .... 'etraaf' k baad 'islaah' ka marhala asaan hojata hai naa
Silent_Ocean
Dec 31 2006, 09:48 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Dec 31 2006, 08:54 AM) [snapback]2215931[/snapback]
hamesha dair kar deta houN maiN har kaam karnay maiN
bachchouN ko bahlaanaa ho yaa begum ko manaa naa ho
boss ki baat sunni ho yaa Rubb k aagay sar jhukaanaa ho
hamesha dair kardetaa houN maiN
sab issi tarah 'etraafay jurm' kartay jayaiN .... 'etraaf' k baad 'islaah' ka marhala asaan hojata hai naa
Yehi to mein apni Bohat hi jaan-e-aziz dost se bhi kaheti hoon magar us pe asar hi nahein hota Magar hai bohat achi Kiya karun us pe ziyadah sakhti karne ko bhi dil nahein karta
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.