sohani
Dec 29 2006, 01:26 PM
dard-e-kamar key wasty peda kya ustad ko!!!!!!!!!!
warna parahai key lye kuch kam na then ustanian
============ =
Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai
Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai
Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat
Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai
=========
Guftagoo Main karamat hai police walon ke
Paarsaon ko ghunhagar bana dete hain
Unke laathe main hai bangaal k jaado ka asar
aik gongay ko glukar bana dete hai n
her waqt ka hasna tujhy berbd na ker day
fursat k lamhon main kabhi ro bhi liya ker