Help - Search - Members - Calendar
Full Version: "tujhay Paidah Kiya Hai"
HulChul.NET > Urdu Adab > Shair-o-Shaa'eri
haamidbaaqri
Assalaam o alaikum
dosto

aap sabko eid al azha aur naye saal kee hum dilee mubaarakbaad pesh kartay hai.n. rose.gif

is khushee kay mouqay per aapkay liye apna aik naacheez tohfah lekar aaye hai.n

gar qubool uftad zahay.........

arz kiya hai.........

kaha qur'aan mei.n hum say khuda nay
tujhay paidaa kiya hai aazmaanay

nahi.n hai dahr mei.n mujh jaisa koyee
miree wahdaaniyat kay gaa taraanay

nawaazaa 'aql say humnay hai tujhko
lagaa hai kyu.n bataa khud ko mitaanay

tiree hastee say too waaqif nahi.n hai
chupay anmol hai.n tujh mei.n khazaanay

agar pehchaan laygaa too khudee ko
tiray qadmo.n mei.n hongay yeh zamaanay

baraaye muttaqi jannat banee hai
tujhay bas nekiyaa.n ab hai.n kamaanay

musalmaa.n hai tau phir islaam per chal
salaamee dayngay tujhko yeh zamaanay

zameer apna tataulay gar yeh insaa.n
"tau shaayed laut aaye.n din puraanay"

qalam say inquilab aatay hai.n haamid
kaha humsay hamaaray mustafaa(sawaw)nay

nateejaye fikr
haamidbaaqri
al hamdulillah
[b]
Peacemaker
nice thansk for sharing

Peacemaker Khush breakface1.gif StayAway.gif breakface1.gif Howa
Silent_Ocean

Very Nice Post rose.gif Thanks For Sharing smile.gif
Khalish
Jazaat Allah, buhot khoobsurat takhleeq or paigham.e.fikr hai.

Khush RahaiN rose.gif rose.gif
haamidbaaqri
QUOTE(Peacemaker @ Jan 1 2007, 11:28 AM) [snapback]2216233[/snapback]
nice thansk for sharing

Peacemaker Khush breakface1.gif StayAway.gif breakface1.gif Howa



you are welcome



jazakallah
mukhlis
haamidbaaqri
haamidbaaqri
QUOTE(smartleo @ Jan 2 2007, 06:27 PM) [snapback]2216496[/snapback]

Very Nice Post rose.gif

[b]bahut bahut shukriya aapka.



Thanks For Sharing smile.gif

pleasure is mine.


[/b]


aapko bhi eid ul azha aur naya saal mubaarak ho.

mukhlis
haamidbaaqri


haamidbaaqri
QUOTE(Khalish @ Jan 2 2007, 07:47 PM) [snapback]2216507[/snapback]
Jazaat Allah,

[b]allah(sbhnwt)aap per apni khaas nazre karam farmaaye.aameen



buhot khoobsurat takhleeq or paigham.e.fikr hai.

hausalah afzaayee kayliye hum aapkay behad mamnoono mashkoor hai.n.


Khush RahaiN rose.gif rose.gif[/b]


aap bhi sada khush rahe.n.

mukhlis
haamidbaaqri
Doshezah
QUOTE(Khalish @ Jan 3 2007, 02:17 AM) [snapback]2216507[/snapback]
Jazaat Allah, buhot khoobsurat takhleeq or paigham.e.fikr hai.

Khush RahaiN rose.gif rose.gif

poster_oops.gif 0-17_wink.gif
Ghazal khushboo
walaikumsalam

apko bhi eid ki bhut mubarak aur happy new year too rose.gif

jazakAllah rose.gif buhut khoobsorat kalam rose.gif

keep sharing.....

khush rahiya duas.gif
haamidbaaqri
QUOTE(Ghazal khushboo @ Jan 9 2007, 01:12 AM) [snapback]2219400[/snapback]
walaikumsalam

apko bhi eid ki bhut mubarak aur happy new year too rose.gif

bahut bahut shukriya aapka.

jazakAllah rose.gif buhut khoobsorat kalam rose.gif

hum mamnoon hai.n aapkay.

keep sharing.....

insha allah.

khush rahiya duas.gif

aap bhi khush rahiye
.
mukhlis
haamidbaaqri
haamidbaaqri
QUOTE(Doshezah @ Jan 3 2007, 08:11 PM) [snapback]2217028[/snapback]
poster_oops.gif 0-17_wink.gif

Assalaam o alaikum
mohtaramah doshezah saahebah

hausalah afzaayee kayliye hum aapkay behad mamnoono mashkoor hai.n.

khush rahiye.

mukhlis
haamidbaaqri
Ruby11
graduated.gif
haamidbaaqri
QUOTE(Ruby11 @ Jan 9 2007, 08:41 PM) [snapback]2219848[/snapback]
graduated.gif


mubaarak ho aapko

mukhlis
haamidbaaqri
soz
qalam say inquilab aatay hai.n haamid
kaha humsay hamaaray mustafaa(sawaw)nay

ITS WONDERFUL !!!! AMAZING THOUGHTS IN VERY BEAUTIFULL MANNER
I M VERY THANKFUL TO U REALLY !!!
N PLS TELL ME IS IT UR OWN NAMZ OR SOMEONE ELES'S
GREAT THANX FOR THIS GREAT POETRY


zameer apna tataulay gar yeh insaa.n
"tau shaayed laut aaye.n din puraanay"

JAZAKKALLAH
FIAMANILLAH
DUA
haamidbaaqri
QUOTE(soz @ Jan 12 2007, 04:11 PM) [snapback]2221070[/snapback]
qalam say inquilab aatay hai.n haamid
kaha humsay hamaaray mustafaa(sawaw)nay

ITS WONDERFUL !!!! AMAZING THOUGHTS IN VERY BEAUTIFULL MANNER
I M VERY THANKFUL TO U REALLY !!!

bahut bahut shukriya aapka.zarra nawaazee aapki. nawaazish aapki.

N PLS TELL ME IS IT UR OWN NAMZ OR SOMEONE ELES'S

jee alhamdulillah.allah(sbhnwt)nay hame.n yeh shaayeri ka fun 'ata kiya hai.


GREAT THANX FOR THIS GREAT POETRY

you are welcome.

zameer apna tataulay gar yeh insaa.n
"tau shaayed laut aaye.n din puraanay"

JAZAKKALLAH
FIAMANILLAH
DUA


itni purkhuloos dua kay liye hum aapkay mamnoono mashkoor hai.n.

aap hamaari official urdu poetry website www.haamidbaaqri.com per tashreef laaiye na.

hame.n badi khushee haugee.

allah(sbhnwt)aap per apni rehmato.n ki baarish karay.aameen.

mukhlis
haamidbaaqri
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.