QUOTE(tihami @ Dec 31 2006, 03:51 PM) [snapback]2216039[/snapback]
aik idea hay aap GHAREEBON ki jagha GHAREEB-UL-WATNOON ko bhaijna start kar dain.....
ham na tu EID k din bhi CHIKEN ki dishes ki dawat khayee hay....

aap ka hissa to aap k 'paRos' maiN khalish bhai nay bhi rakha howa hai ... aap lenay hi naheeN aayee
aap Theek kahtay ho bhai ... eid ka lutf to watan hi maiN aataa hai ... ghareebul watany ... ghareeby say bhi boree shaii hai .... Allah aap ko haouslay day aur khush rakhay.