QUOTE(Karachiwala @ Dec 31 2006, 12:54 PM) [snapback]2215995[/snapback]
Saddam jo bhi tha, ab history ka hissa ban chuka hai
Husni Mubarak, Moammar Qaddafi, Shah Abdullah wagera aur hamaray apnay Mush sahab mein bhi ye tamaam khososiyat ba'darja-e-atum maujood hain. Jo khatam ho chuka hai us ka hisaab ab ALLAH ke samnay hai magar jo zinda hain aur makhlooq ke samnay hain, un kay samnay haq baat kehtay huway is tarah ke alfaaz keon nahi nikaltay!
Sharam tum ko magar nahi aati!
well said
zindouN k saamnay bolaiN to maza bhi aaye .... jo guzar gaye onpar kia ungli oThana....