Rehbar
Jan 14 2007, 05:24 PM
Salam,
Enam tu pehlay bhi milay magar be-nazir aur nawaz shareef kay account main chalay gaye.
Main eik sawal pochta hoon.
Abu Al Firj ya Al Qaida kay kisi bhi rukn se koi shareef shakas apnay khandan main rishta karna chahay ga. Main nay kai Logoon se pocha kia wo apni beti ka rishta kisi bhi os shakhas se karain gay jin ka naam ley kar log islamka nara maratay hain...
Main puri zimadari se keh raha hoon har shakas nay enkar kia....
Jo shakad bhi mumlikat kay khilaf aur khud khilfa hay os ka future dark hay. Islam kisi shakas ko ghunda gardi ijazat nahi deti chahay wo Lodon maon ho ya punjabi bolta ho ya lambi darhi rakhi ho.
Jhailoon ka eik tola hay jo tanqid braye tanqid per munhasir hay. Aur nar hay Islam ka