Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Hc - A Family Forum
HulChul.NET > UrduPoint / HulChul > Mashwaray, Tajaweez, Shikayat
Fajr

Above image chand un qabil-e-aitraaz images maiN say hay ju gahay b.gahay HC per chaltay phirtay nazr aatay haiN... kuch images tu aisay hotay haiN kay agr maiN unhaiN bhi yahaan per upload karooN tu Admins mujhay hi ban ker daiN ge ( pehlay key taraah)

ab ya tu HC ko family forum na kahaiN ya phir family key defination hi day daiN
Abdullah
Advertise on www.hulchul.net , Google AdWords say munslik hay, yahan jo Adds aatay hain unhain Google AdWords ki policy kay mutabiq theek hona shrt hay, Ham is main kuch nahi kar saktay dunno.gif
Fajr
QUOTE(Abdullah @ Jan 7 2007, 01:57 PM) *
Advertise on www.hulchul.net , Google AdWords say munslik hay, yahan jo Adds aatay hain unhain Google AdWords ki policy kay mutabiq theek hona shrt hay, Ham is main kuch nahi kar saktay dunno.gif

Ban key amaan pa'ooN tu kuch arz karooN graduated.gif

akser dekha gaya hay kay HC per eak dosray forums kay ads bhi chaltay rehtay hain meray jaisay lay-man ko tu yeh nahi pata na kay yeh ads HC per chaltay hain ya kisi yahoo ya google per chal rahi hein. mein tu yehi samjhta hoon kay HC walay hi un boards ko promote ker rahay hein... aur mujhay zati tor per iss say koy takleef nahi...

per jab issi taraah kay ads bhi yahan per chaltay hein tu yehi lagta hay kay yeh ads hc walayhi chala rahay hein per iss dafa kisi aur hi cheez ko promote ker rahay hein...iss cheez ko promote kernay walay ko pata nahi kiya kehtay hein
Abdullah
QUOTE(Fajr @ Jan 7 2007, 02:08 PM) *

Jab tak aap kisi had ko cross nahi karain gay, samajhdari say baat karain gay, ham aap ko Ban kiyon karain gay 0-25_coolguy.gif
ab to aap ki la ilmi , ilm main badal gayee, to in Adds main hamara koi aml dakhl nahi, yea to google partner bununay ka nateeja hay, Aur shayed is site kay expense bhi inhi adds say hotay hoon. agr aap ko zati tor per iss say koy takleef nahi...to phir koi Mashwaray, Tajaweez, Shikayat kar dalain jaldi say.
Fajr
QUOTE(Abdullah @ Jan 7 2007, 02:23 PM) *
Jab tak aap kisi had ko cross nahi karain gay, samajhdari say baat karain gay, ham aap ko Ban kiyon karain gay 0-25_coolguy.gif
ab to aap ki la ilmi , ilm main badal gayee, to in Adds main hamara koi aml dakhl nahi, yea to google partner bununay ka nateeja hay, Aur shayed is site kay expense bhi inhi adds say hotay hoon. agr aap ko zati tor per iss say koy takleef nahi...to phir koi Mashwaray, Tajaweez, Shikayat kar dalain jaldi say.

mera reply dobara parhain mujhay dosray forums key ad say koy takleef nahi per dosri qisam key ads kay baray main agr mein kuch kahoon ga tu app phir mujhay ban ker dain gay

khair mashwara yehi hay kay yahan kay kuch senoir members iss ka zima lay lain..

agr ads dayna itna hi zaroori hay tu bhi issi site ya kisi mother site per iss ka link day dein aur phir apni marzi kay ads chalayein.

jaisay kuch forums per ad post level per bhi chaltee hay.. yeh option bhi enable kerwaya ja sakta hay aur jahaan tak meri mehdood maloolmat ka taluq hay tu google partners ads categories bhi select ker saktay hein
Abdullah
QUOTE(Fajr @ Jan 7 2007, 02:32 PM) *

Aap ko dosri qisam key ads say jo takleaf hoye hay us kay liye Maazrat adb.gif aap kay mashwaroon ka bhi tahe Dil say Shukriya. aap ka paighaam aagay pohuncha diya jaye ga. icon_peace.gif

google partners ads categories bhi select ker saktay hein lakin ham to is silslay main kuch bhi nahi kartay, Hamaray haath paoon bandhay hoye hain is silslay main

Dua hay kay Allah aap ki Mehdood malomaat ka daaira aur waseea karain duas.gif
Doshezah
QUOTE(Abdullah @ Jan 7 2007, 10:57 PM) *
Advertise on www.hulchul.net , Google AdWords say munslik hay, yahan jo Adds aatay hain unhain Google AdWords ki policy kay mutabiq theek hona shrt hay, Ham is main kuch nahi kar saktay dunno.gif

Phir to yea true family forum na hoaa na eusa_dance.gif kisi ks bhi ad chap jaye ga ye dekhay bagher kay bacho kay dekhnay wala hay kay nahi 0-17_wink.gif
Doshezah
mashwara yea hay kay is tarha kay adds agr financial expense kay liye diye jatay hain to yahan kay senior members in akhrajaat ko mushtarka taur par kiyon nahi bardasht kar letay. yea konsi bari baat hay
Abdullah
Aap dono kay Qeemti Mashwaroon ka Bohat Shukriya pkflg_pakistanidefence.gif
she_ff
QUOTE(Abdullah @ Feb 4 2007, 10:39 AM) *
Aap dono kay Qeemti Mashwaroon ka Bohat Shukriya pkflg_pakistanidefence.gif

you1.gif lol1.gif lolzzzzzzzzz
she_ff
QUOTE(Abdullah @ Jan 7 2007, 03:57 PM) *
Advertise on www.hulchul.net , Google AdWords say munslik hay, yahan jo Adds aatay hain unhain Google AdWords ki policy kay mutabiq theek hona shrt hay, Ham is main kuch nahi kar saktay dunno.gif

shukerrrrrrrrrrrrr u dus dia abdullah pai duas.gif mai vi hairan hoti thi vaikh vaikh ker asusul soucha b tha kahon gi lakin u knw na tym nahi mery pas krakrani.gif acha huwa pata chal gaya mufat mai hi....meri aqal mai tey gal agai in ka kia kerin jo bayaqal hain threaten.gif beraaaaaaaaa souch ker jawab don gi dono ko 1-think.gif abi tym nai thumbup.gif

anyways thx...MERA HC FAMILY FORM...kisi ko nai lagta tu jao yahan say number1.gif

shades.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.