QUOTE(Rehbar @ Jan 14 2007, 03:16 PM) [snapback]2221812[/snapback]
Salam,
Pura column tu nahi parha magar marzi per eik baat aur yaad agai.....
Pervaiz Musharaf nay marzi chalanay main dair kardi. Agar punjabi peda hojatay tu koi masalaa hi nahi hota..........
go app key baat 200% out of topic hay per app yeh bata sakaiN gay kay woh c cheezaiN heiN tu Punjabi Generals nay enjoy key aur yeh nahi ker paa rahay...
let see kay hamaray marshal-law walaay kahaaN say thay
Ayoub Khan - NWFP
Yehya Khan - NWFP
Zulfiqar Ali Bhutto - First and only Civil Marshal-law Adminitrator - Sindh
Zia ul Haq - Punjab
Pervaiz Musharaf - Sindh
ab app batana pasand karaiN gay kay in maiN say Punjabi kitnay haiN.. haaN agr app ka ishara iss tarf hay kay Punjabi General ko hawa maiN uRa diya gaya tha aur inhay nahi uRaya gaya tu raat baqi baat baqi... otherwise jitna jahilana comment app ka hay.. iss say pehlay maiN nay aaj tak kaheeN nahi dekha....