QUOTE(tihami @ Jan 11 2007, 05:59 AM) [snapback]2220386[/snapback]
ALLAH ham sab par raham karay ,, yah waba waqai kafi say ziada phailtee jaa rahee hay especially KARACHI main...............yah cigerrete smoking say ziada khatarnaak hay yah naheen , is say koi matlab naheen,, laikin bahar-haal khatarnaak hay sahat k liyay......
AMeen!! 
Haan aur smoking ho ya yeh... karney waley barey fakhar se kartey hain yeh be faida kaam.