khan_amer
Jan 22 2007, 02:29 PM
buhat khob janab.. buhat hi shandar sharing
above mein JahaaN shandar likha hay wahaaN per Sharam'naak likhna chahiyee tha.. yeh nahi kay yeh post sharam'naak hay.. balkay tareekh ka yeh baab hamaray liya sharam'naak hay...