welcome on HC FAMILY

zonia ahmad ji

buhut khushi huee apnay reply dee aur mujhay iss qabil samjha ye apki mohabbat hay werna may kisi qabil nahi hoon .... mairi itny zada maloomat tuo nahi hay par...
mery yehi koshish hoty hay kay achi baat sabsay share keron

ALLAH TAALA

hum sabko amal ki taufiq ata kerain Amin
ji hum sab zaror ap ko duaaon may yaad rekhaingay INSHA ALLAH
hamesha khush rahiye Amin