Jinho nay khud pakar kar loagon ko Guantanamo Bay bhaija, woh ab ye keh rahay hain. Shayid ye samajtay hain jis tarah hum 54 saalo'n say quom ko bewaqof bana rahay hain, isi tarah Americans ko bhi bana dain. Magar ye americans "Dogs and civillians are not allowed" ke zumray mein nahi aatay...