Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Allah....
HulChul.NET > Halla Gulla > Image Gallery
KnOwN_StRaNgEr









Ghazal khushboo
jzk.gif


gp.gif
Abu Adnan
mashaallah.gif bahoot khoob ... lagta hai k yeh lockets k design haiN jinhaiN khawateen bahoot shauq say pahanti haiN.... lekin Allah k asmaa ya quranic ayaat par mabni lockets pahannay maiN chand batouN ka khayaal rakhna nehayat zaroori hai. warnah bay.adabi aur gunaah ka ehtemaal rahta hai ... kaheeN aisaa nah ho k pahannay waali to sawaab o aqeedat ki niyyat say pahnay magar ossay ulTa gonaah milta rahay.

1. iss qism k lockets sirf paak o saaf haalat maiN pahnay jayaiN. behtar hai k baawazoo rahtay howay pahnay jayaiN.
2. iss qism k lockets harwaqt nah pahnay jayaiN. issay pahnay rahnay k auqaat ka khaas khayaal rakha jaye.
3. bistar par sotay waqt, nahatay howay ya toilets waghairah jatay waqt issay otaar dena chahiyeh.


Allah hum sab ko aayaatay moqaddesa ka ehteraam karnay ki taufeeq day. aameen.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.