yehan k aik puranay rehnay walay say kaha..
"suna hay ab karachi may kafi kafi arsay baarish nahi hoty".
"baarish .? "
un sahab nay hairat say dhuraya...
phir thandi sans laiker bolay...
"aray sahab ... kya batain... humaray ilaqay may tuo kai aisay
maindak (frog) maujood hain jinki umrain 5 / 5 saal ki ho gayee hain
lekin uneh abhi tak tairna nahi aata .".