agar mujhe mera topic delete karte waqt mut'leh nahin kiya jaye ga to how would I know kay usay asmaan kha gaya ya zameen nigal gayi. at least aik PM hi kar diya hota deleter nay jis ki waja say mujhe proper reason pata chal jati topic deletion ki.
ab dekhyai na agar mujhe reason hi nahin pata balkay I am not sure kay mera topic delete hua hai ya maine post hi nahin kiya (kiyui'nkay kal raat ko main bohat neend main tha) to mujhe to wohi topic again post karna pare ga na.....
P.S.
is ko delete karne ki bijaye sirf lock kijye ga.... or answer kar dijye ga...