QUOTE(~Saraj~ @ Feb 23 2007, 06:36 AM) [snapback]2241274[/snapback]
Its beautiful....
yeh kiss jagah ki pic heyn...
Ager ap ka kabhi ittefaq ho to Ayubya ki side sey nathya galli se hotey howey Abbottabad tak travel karen I assure you u will experience your life time best hiking and beautiful images.
Thanks

Ji ye Norway ki hain, yun to sara Norway hi pahari alakaa hay aur mabadolaat pahri bakri so yahan ki kafi mashoor chootion par jhanday garhay hain
Ji Nathya Gali tak to gai hoon phir wahan say agay Sawat aur Kagaan nikal gai thay. Peechlay saal aik program bana tha kay K2 ki base camp taak pohancha jai par Zalzalay kay na'khushgawar wakiye nay pooray mulk ko hi hila diya. Daikhiye kaab qismaat dobara ye mokah faraham karay