QUOTE(LEO the GR8 @ Feb 27 2007, 12:19 AM) [snapback]2242831[/snapback]
Sab se pehla problem yeh hai k adab arz hai wala emoticon reply wale main page per laya jaye plz us k bagher me ko reply karne mein bilkul maza nahi aata
2nd yeh k me ko apna nick name change karwana hai kya yeh kaam ho sakta hai? Emoticon waqtan fa waqtan update hotay rehtay hain .
Asaan Hal yea hay kay aap shortcuts yaad rakhain ya note pad main save kar lain

kay liye shortchut : a191 : (without space) hay
ID chage karna itna asaan nahi hay, aap Eik baar shooch kar bata dain kay , aap ki ID yahi rahy gi, Lakin Display Name change ho jaye ga, Waisay LEO the GR8 bhi accha hay