kasay hain aap sab ...
Aaj may aik new dish k sath hazir huee hoon
umeed hay sabko pasand ayegy wasay bhi kabab meray khayal main zadater ki fav hoty hain
chahay shami kabab hoon gola kabab hoon, , lucknavi kabab ,bihari kabab
buhut variety hoty hain kababs main
main apko SEEKH KABAB ki asan recipie bata rahi hoon jo aap ghar may buhut asani say
bana saktay hain....
aur haan kabab tuo mainay bana diye hain NAN ap


