Class room main aik lerkay ko dekh ker professor sahab nay
zahan par zor daitay huay kaha ,
" mera khayal hay last year tumhara bhai bhi issi class may tha ",
" nahi sir ! wo may hi tha- fail honay ki wajha say main
dobara class attend ker raha hoon."
lerkay nay bataya .
baharhal - phir bhi mushabihat hairat angez hay "
professor sahab tajjub say ser hilatay huay bolay.