Aik sias'si rehnuma takreer farma rahay thay keh achanak aik band lifafa in kay samnay
aa kar gira.jab unhoon nay woh lifafa khola iss main baray baray ilfaz main likha tha
"GADHA".yeh daikh kar woh muskaray aur kehnay lagay"jin sahib nay yeh lifafa
bhaija hay unhoon nay apna naam to likh dia laikin sawal nahin poocha"