QUOTE(Ghazal khushboo @ Mar 17 2007, 04:39 PM) [snapback]2255584[/snapback]
Jahaz agar chal sakta to mujhay yakin hay kay Gazal behna wo aap kay sath zaroor chal kay atta
Ye to aap nay sehi kaha, zamana agay ja raha hay to aap kion peechay jain

Sach hay kay 'car manufacturers are dumb' jo unho nay ye reverse gair ki azafi sahoolat gari may rakhi hay
Aww meri soni soni behna :0-hug Ye garma garam chai aur parathoon nay hamain seer kar dia

Par behna shaid aap jaldi may anday fry karna bhool gain