kabhi sacchi ke to jhumkay leker dikha teri sari behno ko to mai tere ko manoo ke tu sab behno ka bhai hai HamZad Bhai-HamZad BhaI
BehnoN k liay bhaiyoN ka Khaloos aur Mohabbat hi qaabil e qadar hota hai, hum log mil kar jo acha waqt yahan guzartay hain, wohi humari zindagi ka aik sunehri hissa hai, iss liay yeh images hi humaray liay sacchi k jhumkay haiN bhai