Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Dhotiyon Ke Style
HulChul.NET > Science, Arts & Culture > Fashion & Style
Pages: 1, 2
Shokh
QUOTE(Hanibal @ Mar 28 2007, 11:53 AM) [snapback]2265640[/snapback]
with due respect, nick rakhna aur cheez hay aur female bn ker post kerna aur, i know u would agree to this, kay yeh fraud aur cheating consider kye jata hay.
i dont know if u were serious in your claim or u just revealed a fact, coz if it was a non-serious reply than it was the worst of its kind and if u just revealed it and doing nothing about it than it is the worst forum i have evern seen

Aur kitnay forums hain jahan Admins logoon kay ghar ja kar unka gender check kartay hain 1-think.gif
Shokh
QUOTE(Doshezah @ Mar 28 2007, 11:58 AM) [snapback]2265652[/snapback]
Mr Saraj. aap say request ki thi kay is qism kay replies say parhyaz karain lakin aap dekh rahy hain ki aap ki waja say mujhay kia kia kaha ja raha hay. I am leaving this post just because of ur Foolishness, kisi larki ko larka kehna aur request kay baad bhi aisa karna kaha ki sharafat hay. please is tarha kisi ka mazaq acha nahi hay.

Aray behna naraz na hoon, wapis ah jaiye please, ye lain aik aur hug 0-hug.gif
Abdullah
QUOTE(Shokh @ Mar 28 2007, 01:48 PM) [snapback]2265779[/snapback]
Aray behna naraz na hoon, wapis ah jaiye please, ye lain aik aur hug 0-hug.gif

Aayain gi wapis lakin fil haal wo Yahan hain smile.gif Main zara post parh loon
Abdullah
QUOTE(Doshezah @ Mar 28 2007, 12:58 PM) [snapback]2265652[/snapback]
Mr Saraj. aap say request ki thi kay is qism kay replies say parhyaz karain lakin aap dekh rahy hain ki aap ki waja say mujhay kia kia kaha ja raha hay. I am leaving this post just because of ur Foolishness, kisi larki ko larka kehna aur request kay baad bhi aisa karna kaha ki sharafat hay. please is tarha kisi ka mazaq acha nahi hay.

Bura na manayain, shayed unhain kisi tarha ki ghalat fehmi ho gaye hay, Abhi aatay hain to clear kar dain gay adb.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Mar 28 2007, 12:52 PM) [snapback]2265787[/snapback]
Aayain gi wapis lakin fil haal wo Yahan hain smile.gif Main zara post parh loon

Ye doshezaa behna kahan pohanch gain afrd.gif
Hanibal
QUOTE(Shokh @ Mar 28 2007, 02:17 PM) [snapback]2265778[/snapback]
Aur kitnay forums hain jahan Admins logoon kay ghar ja kar unka gender check kartay hain 1-think.gif

per kisi forum per agr kisi admin ko pata chal jaye kay koy larka larki kay nick say hay aur larki ban ker post ker raha hay tu kya uss kay iss fraud ko expose kerna admin key zimaydari nahi? agr Saraj nay sirf mazaq kiya hey tu like i said worst of its kind. woh dosray members kay liya kya examples chorna chahtay hein i have no idea what so ever.
MJB
QUOTE(Shokh @ Mar 28 2007, 01:02 PM) [snapback]2265801[/snapback]
Ye doshezaa behna kahan pohanch gain afrd.gif

jahan wo aksar pai jati hain icon_peace.gif
~Saraj~
QUOTE(Doshezah @ Mar 28 2007, 02:58 PM) [snapback]2265652[/snapback]
Mr Saraj. aap say request ki thi kay is qism kay replies say parhyaz karain lakin aap dekh rahy hain ki aap ki waja say mujhay kia kia kaha ja raha hay. I am leaving this post just because of ur Foolishness, kisi larki ko larka kehna aur request kay baad bhi aisa karna kaha ki sharafat hay. please is tarha kisi ka mazaq acha nahi hay.

Dosheza it is totally confusing sorry for that....

Mughey aap ke post per reply se laga ke aap female ki bajey male heyn aur issi wajah sey meyn ne aap ko Dosheza Bhai likha tha aur sath hi pocha bhi tha ke aap ka nick kuch female sa hey.. 1-embaressed_smile.gif

Abb aap ne wazeh ker dya hey ke aap female hi heyn to its Ok.Aur iss silsiley meyn aap ko jo koft howi woh sab anjane meyn howi HC ham sab ka hey aur kissi bhi ghalt fehmi ki wajah sey koi bhi apne gher ko chor ker naheen jata.I hope ke meyn ne apna point of view clear ker dya hey. Meyn ummed kerta hon ke ab ap ka dil meri tarf se saaf ho ghya hoga. 0-25_coolguy.gif

~Saraj~
QUOTE(Hanibal @ Mar 28 2007, 02:53 PM) [snapback]2265640[/snapback]
with due respect, nick rakhna aur cheez hay aur female bn ker post kerna aur, i know u would agree to this, kay yeh fraud aur cheating consider kye jata hay.
i dont know if u were serious in your claim or u just revealed a fact, coz if it was a non-serious reply than it was the worst of its kind and if u just revealed it and doing nothing about it than it is the worst forum i have evern seen

It was all misunderstanding.I clear my point of view.Pls see my reply.
Thanks
Hanibal
Ajeeb Moderator hein yhan kay, eak larkee per larkaa honay ka ilzaam laga raha hay aur dosra eak new member ko jis key posts 300 say kam hein ko PM kay mashwaray day raha hay?

aisa aur kahan hota hay?
~Saraj~
QUOTE(Hanibal @ Mar 28 2007, 05:07 PM) [snapback]2265901[/snapback]
Ajeeb Moderator hein yhan kay, eak larkee per larkaa honay ka ilzaam laga raha hay aur dosra eak new member ko jis key posts 300 say kam hein ko PM kay mashwaray day raha hay?

aisa aur kahan hota hay?

Mr.Hanibal rose.gif I said earlier it was totally misunderstanding....aur yeh koi ilzam naheen jesa aap ne fermaya hey aur meyn ney Ms.Dosheza ko reply ker ke bata bhi dya hey.

Thanks for your kind concern rose.gif
~Saraj~
QUOTE(Hanibal @ Mar 28 2007, 04:30 PM) [snapback]2265834[/snapback]
per kisi forum per agr kisi admin ko pata chal jaye kay koy larka larki kay nick say hay aur larki ban ker post ker raha hay tu kya uss kay iss fraud ko expose kerna admin key zimaydari nahi? agr Saraj nay sirf mazaq kiya hey tu like i said worst of its kind. woh dosray members kay liya kya examples chorna chahtay hein i have no idea what so ever.

Mr.Hanibal aap ka meri raey se mutafiq hona zarori naheen.Aap jis forum ki baat ker rahey heyn uska to mughey naheen pata haan HC per bilawajah kissi bhi member ko tang naheen kya jata HC per sab members respectable heyn aur ager koi ghalat fehmi hojey to openly aaker excuse bhi ker li jati hey.
~Saraj~
QUOTE(Abdullah @ Mar 28 2007, 03:58 PM) [snapback]2265794[/snapback]
Bura na manayain, shayed unhain kisi tarha ki ghalat fehmi ho gaye hay, Abhi aatay hain to clear kar dain gay adb.gif

Yes It was mis under standing 1-embaressed_smile.gif
And I apologise with Dosheza in both topics. tomb.gif
Abdullah
QUOTE(~Saraj~ @ Mar 28 2007, 03:30 PM) [snapback]2265928[/snapback]
Yes It was mis under standing 1-embaressed_smile.gif
And I apologise with Dosheza in both topics. tomb.gif

Bilkul Janab mujhay maloom hay kay aap nihayat hi shareef insaan hain 0-25_coolguy.gif
Jald hi Doshezah bhi yea samajh jayain gi, bas eik kaam karain, kay is icon E21.gif kay bajaye yea icon cut.gif use kiya karain aur ab duas.gif karain kay Jald hi aap ka Ghar bass jaye smile.gif
Hanibal
QUOTE(~Saraj~ @ Mar 28 2007, 03:56 PM) [snapback]2265926[/snapback]
Mr.Hanibal aap ka meri raey se mutafiq hona zarori naheen.Aap jis forum ki baat ker rahey heyn uska to mughey naheen pata haan HC per bilawajah kissi bhi member ko tang naheen kya jata HC per sab members respectable heyn aur ager koi ghalat fehmi hojey to openly aaker excuse bhi ker li jati hey.

Ilzam taraashi ya ghatiya mazaq app ker rahay hein, aur jab mein app key tawajoo dilata hoon tu app kehtay hein kay HC per sab key respect key jatee hey, kya app log respect issi tarah kertay hein. ju app ka rawiya tha, kam us kam koy bhi sensible person ussay ghalatfehmi nhi kahay ga.
~Saraj~
QUOTE(Abdullah @ Mar 29 2007, 10:38 AM) [snapback]2266583[/snapback]
Bilkul Janab mujhay maloom hay kay aap nihayat hi shareef insaan hain 0-25_coolguy.gif
Jald hi Doshezah bhi yea samajh jayain gi, bas eik kaam karain, kay is icon E21.gif kay bajaye yea icon cut.gif use kiya karain aur ab duas.gif karain kay Jald hi aap ka Ghar bass jaye smile.gif

ok boss rose.gif
Abdullah
QUOTE(Hanibal @ Mar 29 2007, 09:04 AM) [snapback]2266614[/snapback]
Ilzam taraashi ya ghatiya mazaq app ker rahay hein, aur jab mein app key tawajoo dilata hoon tu app kehtay hein kay HC per sab key respect key jatee hey, kya app log respect issi tarah kertay hein. ju app ka rawiya tha, kam us kam koy bhi sensible person ussay ghalatfehmi nhi kahay ga.

Janab yea problem yahan say Shikayat section main shift ho gaya hay , aur wahan is ka faisla bhi ho chuka hay , baraye mehbani is post par yea discuss na karain 0-25_coolguy.gif

Haan ji, kaun kaun si Dhoti kis kis ko pasand hay eusa_dance.gif
~Saraj~
QUOTE(Hanibal @ Mar 29 2007, 11:04 AM) [snapback]2266614[/snapback]
Ilzam taraashi ya ghatiya mazaq app ker rahay hein, aur jab mein app key tawajoo dilata hoon tu app kehtay hein kay HC per sab key respect key jatee hey, kya app log respect issi tarah kertay hein. ju app ka rawiya tha, kam us kam koy bhi sensible person ussay ghalatfehmi nhi kahay ga.

First of all Mr.haniball rose.gif na to meyn ne koi ilzam trashi ki hey aur na hi kissi se ghatya mazaq ...yeh sirf aur sirf ek ghalat fehmi thi jo na danistaghi meyn howi jiski meyn ne mo'azrat ker li hey aur meyn kabhi bhi na iss forum per aur na hi apni personal life meyn kissi ka dil dukhaney ka soch sakta hon.

Ager aap ko koi taklef pohanchi hey to uske liey bhi mo'azrat qabol kijey aur ab aap bhi mamla fehmi ka sabot deyn aur HC per enjoy karen.Thanks
~Saraj~
QUOTE(Abdullah @ Mar 29 2007, 11:28 AM) [snapback]2266635[/snapback]
Haan ji, kaun kaun si Dhoti kis kis ko pasand hay eusa_dance.gif

AB abhi to dhotyan ke dezine ana shurru howey they .......filhal to chand ek hi dhotyan post meyn aai heyn waiting for more dhoti desings 0-25_coolguy.gif
Hanibal
QUOTE(Abdullah @ Mar 29 2007, 09:58 AM) [snapback]2266635[/snapback]
Janab yea problem yahan say Shikayat section main shift ho gaya hay , aur wahan is ka faisla bhi ho chuka hay , baraye mehbani is post par yea discuss na karain 0-25_coolguy.gif

Haan ji, kaun kaun si Dhoti kis kis ko pasand hay eusa_dance.gif

jee mein dekh chuka hon, yahan sirf Siraj sahib kay tursh lehjay nay reply kernay per majboor kya.
Hanibal
QUOTE(~Saraj~ @ Mar 29 2007, 10:02 AM) [snapback]2266638[/snapback]
First of all Mr.haniball rose.gif na to meyn ne koi ilzam trashi ki hey aur na hi kissi se ghatya mazaq ...yeh sirf aur sirf ek ghalat fehmi thi jo na danistaghi meyn howi jiski meyn ne mo'azrat ker li hey aur meyn kabhi bhi na iss forum per aur na hi apni personal life meyn kissi ka dil dukhaney ka soch sakta hon.

Ager aap ko koi taklef pohanchi hey to uske liey bhi mo'azrat qabol kijey aur ab aap bhi mamla fehmi ka sabot deyn aur HC per enjoy karen.Thanks

buhat khoob. posts abhi bhi mojod hein, Dosheza kay analysis abhi bhi mojood hein, Allah tala app ko mazeed aisi ghalat fehmiyon ka shikar honay say bachaye
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Hanibal @ Mar 29 2007, 11:51 AM) [snapback]2266646[/snapback]
buhat khoob. posts abhi bhi mojod hein, Dosheza kay analysis abhi bhi mojood hein, Allah tala app ko mazeed aisi ghalat fehmiyon ka shikar honay say bachaye

bus karain na dear jab bat khatam ho gayi or admin nay post close kar di to phir gharay murday ukharnay say kiya faida bus zaida gussa acha nahi hota shant ho jayen 1-bachondunia.gif or HC Family kay sath sath enjoy karain 1-kahani.gif
Hanibal
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Mar 29 2007, 11:12 AM) [snapback]2266726[/snapback]
bus karain na dear jab bat khatam ho gayi or admin nay post close kar di to phir gharay murday ukharnay say kiya faida bus zaida gussa acha nahi hota shant ho jayen 1-bachondunia.gif or HC Family kay sath sath enjoy karain 1-kahani.gif

Ok dear rose.gif (agr app male hain tu)
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Hanibal @ Mar 29 2007, 01:04 PM) [snapback]2266770[/snapback]
Ok dear rose.gif (agr app male hain tu)

Thanku.gif 1-kahani.gif
Kiyani_Baba
QUOTE(Doshezah @ Mar 28 2007, 11:34 AM) [snapback]2265395[/snapback]
Lakin Aandhi o teez hawa main khaas khayal rakhiye ga 0-25_coolguy.gif

Dosheeza jee yeh dhoti Pakistan ka culture hai. koi mazaaq nahi hai.
tenha_saima
QUOTE(J@nµ G€rmän @ Mar 27 2007, 01:56 PM) [snapback]2264783[/snapback]
ager kissi ke pass information ho ke aaj kal kiss stuff ki dhotiyan IN hain aur kiya koi dhoti bandhney ka naya style market mein aaya hai.

Hum paindu huey to kiya hai lekin banday ko libas ke muamley mein up to date rehna chahiyey.

0-moped.gif
silenteyes
dhoti kay faido'n main say 1

( in punjabi)
toti toti, na toti na toti

I LUV THEM
*Angel*
yeh dhoti leney sab shikayat section mein kyun chalay gaye thay gig.gif
dukaan say pata karwa letey na 1-afsana.gif
classic
thumbsdown_anim.gif
blue.eyes@hulchul.net
QUOTE(barish aur gulab @ Mar 28 2007, 03:46 AM) [snapback]2265154[/snapback]

mere aaqa(j.Germun jee) aur meri aaqi(shokh jee)
maaein internet k bazaar mein jaa rahi hoon
shopping kerne agar koi laacha
kurta dhoti mill giya to leti aoon gi
fiker not jee 1-baatcheet.gif

dhotion ka style bhi kiya style hai k saree ko bhi maat ker diya
koi stuff naya aya to zaroor post karongi poster_oops.gif icon_peace.gif
blue.eyes@hulchul.net
QUOTE(*Angel* @ Feb 11 2008, 02:16 PM) [snapback]2714191[/snapback]
yeh dhoti leney sab shikayat section mein kyun chalay gaye thay gig.gif
dukaan say pata karwa letey na 1-afsana.gif

thumbsdown_anim.gif kiya karen sab becharey ko peri apni apni fiker
ab ki pehney dhoti ya saree 1-baatcheet.gif

Thirsty Sea
dhoti? heat.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.