QUOTE(Kamli @ Mar 31 2007, 01:27 PM) [snapback]2269545[/snapback]
Woh KioN?
Waja B Bata Dee Hoti
Waja B Bata Dee Hoti
wajaah tu peechay guzr gayee,
asal maiN inhay bachpan say heroine banay ka buhat shoq tha, jab say FTM key eak post maiN inhay yeh offer key gayee hay, inhooN nay her paThan per hi ghussa hona choR diya hay kay pata nahi konsa paThan inhay apni film maiN heroine cast ker lay.