Adaab!
Hum sab achi tarha jantay hein paisa humari zindagi mey kya mani rakhta hay...hur woh chese jo bazaar mey dekhaye dey paisay kay marhoon e minat hay.
zaroorat paisa hay ya phir paisa zarooratON ko janaam deta hay?
kum paisay se zarooratein poree nahi hoteen aur zada paisay zaroratooN kay saath tensions bhi bharha deta hay.....
aap kay khayaL mey zayadati kay bayas konsi chese banti hay ya phir zayadati kay bayas "humaray risq hay jis mey sooD ka ansar thora ya kum zaroor paya jata hay"