Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Hc Naatak
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8
*DhanaK*
salaam alaikum

hc naatak ka aaghaaz hota hai,open stage par free style adaakaari hai,ek hi request hai aap sab se plz keep in mind ke yeh family drama hai,thankyou


kal shopping karte waqt achanak rose.gif khalish bhai and family rose.gif se mulaqat ho gayi,kehne lage "behna,aaj aaj kamli ne gol gappe ki treat dene ka waadah kiya hai.
*hayaa*
Mujhey kuch Samajh Mein nahin aata yeh topic unsure.gif

aap pls thora Samjha dein gee rolleyes.gif
*DhanaK*
bas draame ko aag ebarhaate rehna hai,aap usmein kucch bhi add kar dijiye,koi bhi jumal pehle jumle ki munasibat se smile.gif
for example smile.gif
jaise khalish bahi ne hamse kaha" behna zara phone to milaaiye Kamli ka,kya gol gappe banaane lageen 1-think.gif
*DhanaK*
QUOTE(shafaq @ Apr 4 2007, 06:05 PM) [snapback]2273066[/snapback]
bas draame ko aag ebarhaate rehna hai,aap usmein kucch bhi add kar dijiye,koi bhi jumal pehle jumle ki munasibat se smile.gif
for example smile.gif
jaise khalish bahi ne hamse kaha" behna zara phone to milaaiye Kamli ka,kya gol gappe banaane lageen 1-think.gif


aap aur bhi hc kiradaaron ko add kar sakti hain,hc naatak ko aage barhaane ke liye smile.gif
thanks
*hayaa*
QUOTE(shafaq @ Apr 4 2007, 07:07 PM) [snapback]2273068[/snapback]
aap aur bhi hc kiradaaron ko add kar sakti hain,hc naatak ko aage barhaane ke liye smile.gif
thanks

Ok......interesting topic 1-kahani.gif
*hayaa*
laikin kamli to Merey Sath thi unsure.gif

hum unn k cousion k liye gift lene gaey they yes.gif
barish aur gulab
QUOTE(shafaq @ Apr 4 2007, 05:32 PM) [snapback]2273027[/snapback]
salaam alaikum

hc naatak ka aaghaaz hota hai,open stage par free style adaakaari hai,ek hi request hai aap sab se plz keep in mind ke yeh family drama hai,thankyou
kal shopping karte waqt achanak rose.gif khalish bhai and family rose.gif se mulaqat ho gayi,kehne lage "behna,aaj aaj kamli ne gol gappe ki treat dene ka waadah kiya hai.

abhi tumhara patar nama mila
jaan ker bohat khushi hui
Khalish bahie aur unki family khairyut se hein
per jub kamli ne itne sallon mein treet dene
ka wada ker hee liya hi to please mujhe bata
dena office se chuttti(off) leni hogi aur saath mein
apne panch bachoon ko bhi lana hoga
tumhare jeeja g aajkal bairooni daorey(tour)
per gai huey hein,warna unko bhi saath ley aati
khair
ab ijazat do
apna bohat bohat khayal rakhna
aur ghar waloo ko salaam dena



tumhari saheli barish

Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Zuban Par To Foran Yehi Aaya Kay

Yeh Hawayi Kisi Dushman Nay URaayi Ho Gi

Magar Khalish Bhai K Liay Aisa Nahi Keh Saktay Naa....

HaaN To Khalish Bhai Gol Gappay KhaTay HooN Yaa MeeThay?


Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(barish aur gulab @ Apr 4 2007, 08:15 PM) [snapback]2273107[/snapback]

kamli ne itne sallon mein treet dene
ka wada ker hee liya hi to please mujhe bata
dena office se chuttti(off) leni hogi

tumhari saheli barish


Magar Bin Bulaaya Mehmaan Koyi Nahi Aaey Gaa...

Asal MeiN Khan Amer Bhai Say Kuch Raqm Qarz Maangi Thi..Saaf Inkaar Kar Gaey..Ab Gol GapooN Ka Kharcha Kis Say Udhaar Lay Kar Poora KaroN?

Aap Jeeja Jee Say Kuch Raqm Udhaar Lay Dijiay To Aap Ki Bhi Treat Pakki 0-25_coolguy.gif
barish aur gulab

kitne tak chahiye hoon ge
apko paisey shaisey 1-think.gif

wiase to apk jeeja jee to
Maha Kunjoosoon mein se eik hein breakface1.gif




1-kahani.gif
*DhanaK*
QUOTE(hayaa_daood @ Apr 4 2007, 06:21 PM) [snapback]2273078[/snapback]
laikin kamli to Merey Sath thi unsure.gif

hum unn k cousion k liye gift lene gaey they yes.gif


phir mila ke naheen? waise yeh Kamli madam hain kahan,zuroor khatte wale gol gappon ka odrder dene lagi hain cheerleader.gif
*DhanaK*
QUOTE(barish aur gulab @ Apr 4 2007, 07:15 PM) [snapback]2273107[/snapback]

abhi tumhara patar nama mila
jaan ker bohat khushi hui
Khalish bahie aur unki family khairyut se hein
per jub kamli ne itne sallon mein treet dene
ka wada ker hee liya hi to please mujhe bata
dena office se chuttti(off) leni hogi aur saath mein
apne panch bachoon ko bhi lana hoga
tumhare jeeja g aajkal bairooni daorey(tour)
per gai huey hein,warna unko bhi saath ley aati
khair
ab ijazat do
apna bohat bohat khayal rakhna
aur ghar waloo ko salaam dena

tumhari saheli barish


hmm jeeja ji pardes sidhaar gaye,yeh bataaiye framishee list kinni lambi dee unko icon_peace.gif
Khalish bhai mae baal bachcon ke bilkul theke hain,main bhi wahan pahonch chuki hoon,aap zara jaldi chhutti lein aur do chaar din ki lein...aur paanch adad bachhon ko zuroor laayein,gol gappe pasand hain na unhein guitar.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 4 2007, 07:38 PM) [snapback]2273126[/snapback]
Zuban Par To Foran Yehi Aaya Kay

Yeh Hawayi Kisi Dushman Nay URaayi Ho Gi

Magar Khalish Bhai K Liay Aisa Nahi Keh Saktay Naa....

HaaN To Khalish Bhai Gol Gappay KhaTay HooN Yaa MeeThay?


khalish bhai hamare bahot favourite hc baraadar aur very respected hc member hain isliye post ki shuruwaat unse kee smile.gif
aur khalish bhai ko with family treat ke liye tumne bulaya tha naaaa,ab cousin ka presetn zara jaldi lo aur pahincho restaurant ,arey wahi hc ke nukkad wala 1-kahani.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 4 2007, 07:42 PM) [snapback]2273129[/snapback]
Magar Bin Bulaaya Mehmaan Koyi Nahi Aaey Gaa...

Asal MeiN Khan Amer Bhai Say Kuch Raqm Qarz Maangi Thi..Saaf Inkaar Kar Gaey..Ab Gol GapooN Ka Kharcha Kis Say Udhaar Lay Kar Poora KaroN?

Aap Jeeja Jee Say Kuch Raqm Udhaar Lay Dijiay To Aap Ki Bhi Treat Pakki 0-25_coolguy.gif


hmm gol gappon ke liye qarz dene se inkaar,not good not good shades.gif tum chhole aalu tikki chaat paapdi sab ka naam leteen to impression accha padta naaaa chmp.gif

aur jeejaji to pardesi huwe,B&G se le lo,abhi abhi paanchon bacchon ko sulakar faarigh hui hain 1-history.gif
ilus83
qarz se yaad aya.... aik dukan pe darj tha kay "UDHAR AIK JANG HIA IS LIYEE BAND HAI" shaid is jung se bachnay kay liyee qarza na dia ja raha ho.....


itna info to nahi jeejaji (c/o B&G) par itna kehna chahoon ga kay agar relation mai jeejaji hue to pardesi kaisay hue....ya phir pardesi se murad app.......mulk se bahar kehna chah rahi hian.....

kal seemaf se baat hui to pata laga un ka phone phir se kharab hai.... akhir koi un ke madad kio nahi karta for parmanent solution
*hayaa*
QUOTE(shafaq @ Apr 5 2007, 05:17 AM) [snapback]2273298[/snapback]
phir mila ke naheen? waise yeh Kamli madam hain kahan,zuroor khatte wale gol gappon ka odrder dene lagi hain cheerleader.gif

yeh to aap unn Sey pochein yes.gif
sahera
lay is mey qarza lenay wali kya baat hay?


Abdullah bahi kay ghar chaltay hien gpl gappoN kay saath papRi chat kay bhi mazay uraye gay.... cheerleader.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(barish aur gulab @ Apr 5 2007, 12:14 AM) [snapback]2273232[/snapback]

kitne tak chahiye hoon ge
apko paisey shaisey 1-think.gif

wiase to apk jeeja jee to
Maha Kunjoosoon mein se eik hein breakface1.gif


1-kahani.gif

1-think.gif Yehi Koyi 12-14 Hazaar
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 5 2007, 05:17 AM) [snapback]2273298[/snapback]
phir mila ke naheen? waise yeh Kamli madam hain kahan,zuroor khatte wale gol gappon ka odrder dene lagi hain cheerleader.gif

Jee Jee Shafaq Jee...
Yeh Rahi Kamli


Na Abhi Nahi...Pehlay Qarza Ka To Intzaam Ho Jaaey
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 5 2007, 05:22 AM) [snapback]2273300[/snapback]
hmm jeeja ji pardes sidhaar gaye,yeh bataaiye framishee list kinni lambi dee unko icon_peace.gif
Khalish bhai mae baal bachcon ke bilkul theke hain,main bhi wahan pahonch chuki hoon,aap zara jaldi chhutti lein aur do chaar din ki lein...aur paanch adad bachhon ko zuroor laayein,gol gappe pasand hain na unhein guitar.gif

Yaani K Iraada Pakka Hai ....


Lakin Qarza Manzoor Karwaaiay Naa Jeeja Jee Say
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 5 2007, 05:25 AM) [snapback]2273303[/snapback]
khalish bhai hamare bahot favourite hc baraadar aur very respected hc member hain isliye post ki shuruwaat unse kee smile.gif
aur khalish bhai ko with family treat ke liye tumne bulaya tha naaaa,ab cousin ka presetn zara jaldi lo aur pahincho restaurant ,arey wahi hc ke nukkad wala 1-kahani.gif

Magar WahaN To Taala Laga Hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 5 2007, 05:30 AM) [snapback]2273306[/snapback]
hmm gol gappon ke liye qarz dene se inkaar,not good not good shades.gif tum chhole aalu tikki chaat paapdi sab ka naam leteen to impression accha padta naaaa chmp.gif

aur jeejaji to pardesi huwe,B&G se le lo,abhi abhi paanchon bacchon ko sulakar faarigh hui hain 1-history.gif

BG Say Qarz Nahi Lena...Unn Say Gol Gappay Banwaanay HaiN
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(ilus83 @ Apr 5 2007, 10:48 AM) [snapback]2273592[/snapback]
qarz se yaad aya.... aik dukan pe darj tha kay "UDHAR AIK JANG HIA IS LIYEE BAND HAI" shaid is jung se bachnay kay liyee qarza na dia ja raha ho.....
itna info to nahi jeejaji (c/o B&G) par itna kehna chahoon ga kay agar relation mai jeejaji hue to pardesi kaisay hue....ya phir pardesi se murad app.......mulk se bahar kehna chah rahi hian.....

kal seemaf se baat hui to pata laga un ka phone phir se kharab hai.... akhir koi un ke madad kio nahi karta for parmanent solution

Baat To Aap Ki Theek Hai Lakin Iss K Liay Alag Say Chanda IkaTha Karna PaRay Gaa 0-25_coolguy.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(hayaa_daood @ Apr 5 2007, 11:10 AM) [snapback]2273618[/snapback]
yeh to aap unn Sey pochein yes.gif

Hayaa Jee...Yeh Hargiz Na Bataaiay Gaa K Hum To Gol Gappay Khaa Bhi Chuakay...Warna Koyi Hazam Nahi Honay Day Gaa
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(sahera @ Apr 5 2007, 11:16 AM) [snapback]2273628[/snapback]
lay is mey qarza lenay wali kya baat hay?
Abdullah bahi kay ghar chaltay hien gpl gappoN kay saath papRi chat kay bhi mazay uraye gay.... cheerleader.gif

Abdullah Bhai Say Poocha?
sahera
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 11:05 AM) [snapback]2273703[/snapback]
Abdullah Bhai Say Poocha?



haan pocha tha "abhi batata hON" keh kar chalay gaye 2 din hogaye is baat ko. bhabhi se abhi tak ijzat nahi mili... poster_oops.gif

Raja bahi da dil bara wadaa hay .....chalo wohi chaltay hien ab.
ilus83
QUOTE(barish aur gulab @ Apr 5 2007, 04:14 AM) [snapback]2273232[/snapback]

kitne tak chahiye hoon ge
apko paisey shaisey 1-think.gif

wiase to apk jeeja jee to
Maha Kunjoosoon mein se eik hein breakface1.gif


1-kahani.gif

par app ka bhai to kanjos nahi........ :D
*DhanaK*
QUOTE(ilus83 @ Apr 5 2007, 09:48 AM) [snapback]2273592[/snapback]
qarz se yaad aya.... aik dukan pe darj tha kay "UDHAR AIK JANG HIA IS LIYEE BAND HAI" shaid is jung se bachnay kay liyee qarza na dia ja raha ho.....
itna info to nahi jeejaji (c/o B&G) par itna kehna chahoon ga kay agar relation mai jeejaji hue to pardesi kaisay hue....ya phir pardesi se murad app.......mulk se bahar kehna chah rahi hian.....

kal seemaf se baat hui to pata laga un ka phone phir se kharab hai.... akhir koi un ke madad kio nahi karta for parmanent solution


dukaan par likha ek baat hai magar yeh qarza golgappon ke liye Kamli maang rahi hain,fauran wapas kareingee ayr saath mein 25000 golgoappe bhi,aadhe meetthe aaddhay metthay aadhay khattay smile.gif

B&G sweeto bas jeejaji ke intezaar mein hain,woh qareeb hi gaye hain aur jaldi hi begum ke liye tohfe tahaiaf leke lautne wale hain,woh jab golgappa party mein aayegi tab dekhiyega smile.gif smile.gif


aur SEEMAF ke liye duago hoon ke Allah miyaan phone theek kar de unka,aur woh jaldi jaldi aa kar golgappe khaayein smile.gif
*DhanaK*
QUOTE(sahera @ Apr 5 2007, 10:16 AM) [snapback]2273628[/snapback]
lay is mey qarza lenay wali kya baat hay?
Abdullah bahi kay ghar chaltay hien gpl gappoN kay saath papRi chat kay bhi mazay uraye gay.... cheerleader.gif


acchaaaaa smile.gif
lagta hai abdullah bhai ke kaanon tak yeh programme pahonch gaya hai aur bhabi bacchon ke saath ghoomne nikal agye hain smile.gif
koi aur venue bataayein smile.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 10:56 AM) [snapback]2273691[/snapback]
1-think.gif Yehi Koyi 12-14 Hazaar



bassssss,haaye tum to maangne mein kanjoosi kar gayin
B&G ! kya kehti hain 1-kahani.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 10:58 AM) [snapback]2273692[/snapback]
Jee Jee Shafaq Jee...
Yeh Rahi Kamli
Na Abhi Nahi...Pehlay Qarza Ka To Intzaam Ho Jaaey


gol gappe na huwe ostrich ke ande ho gaye 1-think.gif
purse check karo,daayein baayein kaheen note pade honge guitar.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 10:59 AM) [snapback]2273694[/snapback]
Yaani K Iraada Pakka Hai ....
Lakin Qarza Manzoor Karwaaiay Naa Jeeja Jee Say


jeeja ji keh rahe hain unka usool hai de diya to de diya thumbup.gif
*hayaa*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 12:04 PM) [snapback]2273702[/snapback]
Hayaa Jee...Yeh Hargiz Na Bataaiay Gaa K Hum To Gol Gappay Khaa Bhi Chuakay...Warna Koyi Hazam Nahi Honay Day Gaa

hhhhhhhh.......yeh nahin batana tha kia ohmy.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 11:00 AM) [snapback]2273696[/snapback]
Magar WahaN To Taala Laga Hai


chaabi ki location bataati hoon ,kaan idhar laao
woh na doormat ke neeche hai web.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 11:02 AM) [snapback]2273697[/snapback]
BG Say Qarz Nahi Lena...Unn Say Gol Gappay Banwaanay HaiN


2500 hi to banna hain,bana leinge B&G sport.gif
*DhanaK*
QUOTE(Kamli @ Apr 5 2007, 11:04 AM) [snapback]2273702[/snapback]
Hayaa Jee...Yeh Hargiz Na Bataaiay Gaa K Hum To Gol Gappay Khaa Bhi Chuakay...Warna Koyi Hazam Nahi Honay Day Gaa


kha liye 0-22_yikes.gif
kya jeeja jee ne qarza dediya,ya Abdullah bhai ne party de dee
*DhanaK*
QUOTE(sahera @ Apr 5 2007, 11:09 AM) [snapback]2273709[/snapback]
haan pocha tha "abhi batata hON" keh kar chalay gaye 2 din hogaye is baat ko. bhabhi se abhi tak ijzat nahi mili... poster_oops.gif

Raja bahi da dil bara wadaa hay .....chalo wohi chaltay hien ab.


sahera smile.gif
hc ke jitna haatim taayi hain sab ko try kar lete hain 1-announce1.gif
*DhanaK*
QUOTE(hayaa_daood @ Apr 6 2007, 08:58 AM) [snapback]2274423[/snapback]
hhhhhhhh.......yeh nahin batana tha kia ohmy.gif


icon_peace.gif jeeja ji to khush,jaan bachi

atleast cold drinks ka to qarza dein ge na woh 1-kahani.gif
jaldi bataaieyn sab kaun sa cold drink kiska favourite hai eusa_dance.gif
Khalish
QUOTE(shafaq @ Apr 4 2007, 08:32 PM) [snapback]2273027[/snapback]
salaam alaikum

hc naatak ka aaghaaz hota hai,open stage par free style adaakaari hai,ek hi request hai aap sab se plz keep in mind ke yeh family drama hai,thankyou


kal shopping karte waqt achanak rose.gif khalish bhai and family rose.gif se mulaqat ho gayi,kehne lage "behna,aaj aaj kamli ne gol gappe ki treat dene ka waadah kiya hai.


meri hansi nikal gaee, lekin iss khayyal se keh beech bazaar meiN tamasha shuru na ho jaaey, zabardasti hansi rook kaha, Khalish Bhai aap bhi kis ke chakkar meiN aa gaey .. aap family ko ley kar pohanch jaaeiNge tu darwaaze meiN he se aap se pooch laiNgi keh Bhai gol gappe laey aap jinki hum mil jul kar treat laiNge? rehi ghar ki baat tu voh meraa haazir hai shades.gif .. aap zaroor jaaeeye, lekin intizaam kar ke jaaeeye ga biglol.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 06:10 AM) [snapback]2274233[/snapback]
gol gappe na huwe ostrich ke ande ho gaye 1-think.gif
purse check karo,daayein baayein kaheen note pade honge guitar.gif

Saara Purse Khangaal Liya...Kisi Kanglay Ki Jaib Ki Tarah Khaali Hi Mila Sshh.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 06:12 AM) [snapback]2274235[/snapback]
jeeja ji keh rahe hain unka usool hai de diya to de diya thumbup.gif

Matlab Kay Wapis Bhi Nahi LeiN Gay???



yippie.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(hayaa_daood @ Apr 6 2007, 09:58 AM) [snapback]2274423[/snapback]
hhhhhhhh.......yeh nahin batana tha kia ohmy.gif

Batana To Nahi Tha Magar Kher Koyi Gall Nahi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 08:40 PM) [snapback]2274834[/snapback]
chaabi ki location bataati hoon ,kaan idhar laao
woh na doormat ke neeche hai web.gif

Lakin Wahan To Chabi Nahi Mili...

Lagta Hai Kisi Nay URaa Li....

Kis Ka Kaam Ho Sakta Hai? 1-think.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 08:41 PM) [snapback]2274835[/snapback]
2500 hi to banna hain,bana leinge B&G sport.gif

Wohi To...Issi Umeed Par To Kaha Hai 1-bachondunia.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 08:44 PM) [snapback]2274836[/snapback]
kha liye 0-22_yikes.gif
kya jeeja jee ne qarza dediya,ya Abdullah bhai ne party de dee

Aray Nahi Shafaq Jee Ghalat SamjheeN Aap...

Woh Asal Mein Hayaa Jee Humaray Sath Gift Lenay GayeeN TheeN To HumeN Lagi Bhook...Bas Gol Gappay Khaa Liay.


Woh Khalish Bhai Waalay To Abhi Baqi Hai Jo Qarza Milnay Par Khilaaey JaayeN Gay.
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 08:45 PM) [snapback]2274837[/snapback]
sahera smile.gif
hc ke jitna haatim taayi hain sab ko try kar lete hain 1-announce1.gif

Bahot Acha Idea Hai Shafaq Jee 0-25_coolguy.gif

Agar Phir Bhi Kaam Na Bana To Kisi Gol Gappay Waalay Say KahaeN Gay K HC Ka Member Ban Jaaey. Phir To Ghar K Gol Gappay HooN Gay cheerleader.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 08:48 PM) [snapback]2274839[/snapback]
icon_peace.gif jeeja ji to khush,jaan bachi

atleast cold drinks ka to qarza dein ge na woh 1-kahani.gif
jaldi bataaieyn sab kaun sa cold drink kiska favourite hai eusa_dance.gif

HumeN To Sprite Ya 7-up Milay Warna Chai Hi Cold Kar Kay Pee Lay Gi Kamli 0-baby.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Khalish @ Apr 6 2007, 08:56 PM) [snapback]2274842[/snapback]
meri hansi nikal gaee, lekin iss khayyal se keh beech bazaar meiN tamasha shuru na ho jaaey, zabardasti hansi rook kaha, Khalish Bhai aap bhi kis ke chakkar meiN aa gaey .. aap family ko ley kar pohanch jaaeiNge tu darwaaze meiN he se aap se pooch laiNgi keh Bhai gol gappe laey aap jinki hum mil jul kar treat laiNge? rehi ghar ki baat tu voh meraa haazir hai shades.gif .. aap zaroor jaaeeye, lekin intizaam kar ke jaaeeye ga biglol.gif

Khalish Bhai Zara Chakiay To...Mazay K HaiN Na Gol Gappay


Aur Shafaq Jee Ki Nazar Na PaRay Inn Par Warna Aap K Hissa MEiN Khaali Plate Hi Aaey Gi



Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(sahera @ Apr 5 2007, 12:09 PM) [snapback]2273709[/snapback]
haan pocha tha "abhi batata hON" keh kar chalay gaye 2 din hogaye is baat ko. bhabhi se abhi tak ijzat nahi mili... poster_oops.gif

Raja bahi da dil bara wadaa hay .....chalo wohi chaltay hien ab.

Raja Bhai To MACHLIYAAN Pakar Rahay HaiN
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(shafaq @ Apr 6 2007, 06:07 AM) [snapback]2274232[/snapback]
bassssss,haaye tum to maangne mein kanjoosi kar gayin
B&G ! kya kehti hain 1-kahani.gif

Maangnay MeiN Kanjoosi Iss Liay Taa Kay Denay MeiN Kanjoosi Na Ki Jaey
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.