QUOTE(tihami @ Apr 8 2007, 02:11 AM)

pakistaanyoon say is tarah ki umeed bas javaid choudhary hi rakh saktaay haain.. warna mushkil hay..
is main koi shakk naheen k us din waqai kafi ziada taqreebaat ka ahtamam kia gaya thaa.. TV nay bhi special programmes dikhaay ...
asal maiN Javaid CH. samait kayee log abhi bhi Pakistani qom maiN "gohar" key mojoodaqee per yaqeen rakhtay haiN yahaaN per gohar ayoub hargiz muraad nahi haiN.
shayad in kar aur baqi buhat saray logooN kay yaqeen key wajah Oct kay zalzalay kay baad wala jazba ho...