chalain app kehti hain to maan laity hoon.waisay kitchan nahin lag rahi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Apr 18 2007, 10:28 PM
Meray Kehnay Par Nahi Maaniay Gaa...Darwaza Khool K Check Kar Lijiay Naa
sony khan
Apr 18 2007, 11:46 PM
wow
Laila
Apr 20 2007, 12:06 AM
wah yeh to bara portable kitchen hai,
per hai bhi nanhi si family kay liyay na...hamaray haan to jab takk Deo size ka fridge na ho..aur bhara howa na ho..to tasalli hi nahin hoti...is munnah say fridge aur munnay say wash baisan main ham kya kya kerain gay...