QUOTE(Aawaz @ May 27 2007, 11:41 PM) [snapback]2338310[/snapback]
aaray wah hamaree Kainaat ki bhi Post nay raftaar paKaR li haiiii
Mubarak ho Kainaat* Jee bohut bohut Mubarak hoooo
Kamli Jee aaGer eijazat ho tu yahaaN Gulab jaman lay aahooN hmmmm
Aray Awaaz Jee Naiki aur Pooch Pooch
Jaldi Laaiay Na Ghulab Jaman....
Ho Sakay To Rass Gullay Bhi