Aslaam o Alikum aur Welcome on Hulchul

( kiy keh kar Bulaya jaye aap ko???)
Post remove ho gaye

kaheen Aap ki Post main Advertising, Earn online, ya koi Refferal link to nahi tha
Sab say pehlay to yea kay aap ki Shikayat Concerned section main Move ho gaye hay, Dosray agr aap ki Gumshuda post main above mentioned khasosiyaat payee jati theen to wo bhi apnay Concerned section main ja chuki hogi.
Fikr na karain Agr is tarha ki posts yahan say ghayeb ho jati hain to aap us tarha ki posts kar dalain jo yahan aap ko har jaga dikhaye day rahi hain