kaisay hain sab?
Aapko waisay to pata chal gaya ho ga k hum aap k naey Khaadim hain
aap ko koi problem ho (is forum k hawalay say), kuch poochna ho to mujhsay nahi kaheay ga
kidding
Jee, humen yahan SmartLeo k saath Co-MOD banaya gaya hai aor mein chahta hoon k aap sab ki suggestions ko sath lay kar chala jaaey. So, please dil khol kar apnay mashwaron say nawaazen taa k hum is forum ko aap k mutabiq bana sakain.
Sab say pehla kaam jo karwaya hum nay woh is forum ko aazaad karwaaya hai
MUBARAK HO
Waiting for your tajaweez. Dil khol kar atiyaat (oh i mean Suggestions) dain.
KHUSH RAHEAY...

