Master jee inhee tehreeroon ko yaad kerte they hum
hum pakistani jo aaj sir jhukaye 14 agust ka intezaar ker rahe hein ansoo se k kis dill se manayein ge apne pyare watan ki azadi ko
jo k salb ker le gai hi hum se meri taraf se selani g ko(aur apko bhi) mubbarak ho bohat bohat itna khoobsorut andaz-e-beyaa.n wah
mera bas chaley to internet pe phaila doon Pakistaan k chapey chapey pe l ikhwa doon ye sab
ausome
apni duayoo.n mein yaad rakhiye ga
Abu Adnan
Aug 5 2007, 10:30 AM
QUOTE(barish aur gulab @ Aug 4 2007, 07:15 PM)
Master jee inhee tehreeroon ko yaad kerte they hum
hum pakistani jo aaj sir jhukaye 14 agust ka intezaar ker rahe hein ansoo se k kis dill se manayein ge apne pyare watan ki azadi ko
jo k salb ker le gai hi hum se meri taraf se selani g ko(aur apko bhi) mubbarak ho bohat bohat itna khoobsorut andaz-e-beyaa.n wah
mera bas chaley to internet pe phaila doon Pakistaan k chapey chapey pe l ikhwa doon ye sab
ausome
apni duayoo.n mein yaad rakhiye ga
aap ki zarrah nawazi hai BG
Allah hamaray watan ko aisay naasoorouN say paak karay aameen
Zindagi
Aug 5 2007, 04:41 PM
usuf bhai ye aap hain SILANI ????????????
barish aur gulab
Aug 5 2007, 06:08 PM
QUOTE(Zindagi @ Aug 5 2007, 11:41 AM)
usuf bhai ye aap hain SILANI ????????????
ay pyari zindagi isharey to yahi batatey hein
barish aur gulab
Aug 5 2007, 06:09 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 5 2007, 05:30 AM)
aap ki zarrah nawazi hai BG
Allah hamaray watan ko aisay naasoorouN say paak karay aameen
amin
*DhanaK*
Aug 6 2007, 02:42 AM
AA bhai sailaani hain?
Abu Adnan
Aug 6 2007, 10:24 AM
QUOTE(shafaq @ Aug 6 2007, 02:42 AM)
AA bhai sailaani hain?
(aaj kal) naheeN houN
~Wasi~
Aug 6 2007, 10:30 AM
Hmmmmm....Speechless ....
Forever Green
Aug 8 2007, 05:25 AM
Kya bolon ........... Jin dino ye sab ho raha tha ...dil khoon ke aanso ro raraha .........
Siway roone ke kuch bhi na kar saki mein ....... Aaj phir ye sab parha to ...... Itna roona aaraha hay ke ...........
Thanks Adnan bhai for sharing dis
Zindagi
Aug 8 2007, 11:36 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 6 2007, 10:24 AM)
(aaj kal) naheeN houN
kia matlab????? pehlay aap thay ab koi aur hai SILANI???
Abu Adnan
Aug 8 2007, 12:08 PM
QUOTE(Zindagi @ Aug 8 2007, 11:36 AM)
kia matlab????? pehlay aap thay ab koi aur hai SILANI???
naheeN ... pahlay columnist to baarha raha lekin SAILANI kabhi nahee raha.
Zindagi
Aug 8 2007, 04:24 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 8 2007, 12:08 PM)
naheeN ... pahlay columnist to baarha raha lekin SAILANI kabhi nahee raha.
acha acha
main samjhi thi ke aap likhtay hain SILANI ke naam se becoz main roz (kam o baish) Ummat akhbar main SILANI ka column zaroor parhti hoon ....aur ye wala column jo aap ne share kiya ye bhi jis din aaya tha paper main ussi din parh liya tha
i thought if this is you
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.