Ek friend ki traf sey email aayi thi socha aap doston sey bhi share kerlon...
~*Barsaat*~
Aug 15 2007, 09:03 PM
Islamic point of view say achi information share kii hai aapnay lekin yeh bhi aik fact hai kay khwateen beauty parlours kay mahoul say achi tarah waqif houti hain kay wanhaan kaisa mahoul hai tabhi wanhaan jaati hain aur aam taur pay mohalloun(sectors) main waqeya beauty parlours ka mahoul bilkul mukhtalif houta hain un parlours say jin ka zikr yanhaan kia gaya hai,families wali khwateen inko run kar rahi houti hain.
baqqi aik hadh tak ijazat moujoud hai sajnay sanwarnay kii apnay shouhar kay liey
~Saraj~
Aug 16 2007, 09:48 AM
QUOTE(~*Barsaat*~ @ Aug 15 2007, 09:03 PM)
Islamic point of view say achi information share kii hai aapnay lekin yeh bhi aik fact hai kay khwateen beauty parlours kay mahoul say achi tarah waqif houti hain kay wanhaan kaisa mahoul hai tabhi wanhaan jaati hain aur aam taur pay mohalloun(sectors) main waqeya beauty parlours ka mahoul bilkul mukhtalif houta hain un parlours say jin ka zikr yanhaan kia gaya hai,families wali khwateen inko run kar rahi houti hain.
baqqi aik hadh tak ijazat moujoud hai sajnay sanwarnay kii apnay shouhar kay liey
Her cheez ki ek limit hoti hey aur koi cheez bazat-e-khud saheh ya ghalat naheen hoti bulke uska istemal ussey saheh ya ghalat banata hey.......
Aur ager kisi ka shohar na ho to woh larki kya karey
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.