Help - Search - Members - Calendar
Full Version: >>> Kaash <<<
HulChul.NET > Entertainment > Sports / Games Corner
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26
hawwa ki beti
Aslam o alaikum
i have a new topic > Kaash< [ use in ur sentence]
share kijiay islaahi ,tanqeedi maloomaati ya funny
.........................

kaash itni baarish jitni rehmat ho jaaey 0-headbang.gif
.....................

kaash muslims ki unity ho. 0-headbang.gif
...................

Awaaz jahaz sey jump to maarey aur parashoote
na khuley laikin zameen per girney sey panley aankh khul jaey 0-22_yikes.gif

...............................

jo is topic main share na karey ADMIN us ki pitaaii karey thapar.gif

ay kaash
.............................

Hamzad jungle main apni khatara cycle per ja raha ho
cycle punture ho jaaey , door door tak koi punture wala na ho

ay kaash

ay kaash
TANHA JAAN
KAASH MAIN RACE WIN KAR JAYU
hawwa ki beti
kaash tahna jaan ki ice cream girr jaey
aur woh ice cream ko hasrat sey dekh raha ho

hawwa ki beti
kaash tanha jaan matric kar laitey

hawwa ki beti
kaash aap sab joke section main
meri posts ko reply day daitey ....

~Wasi~
kasshhhhhhh...........
seemaf
Kaash yeh word Kaash na hota breakface1.gif
MJB
QUOTE(seemaf @ Aug 14 2007, 10:56 AM) *
Kaash yeh word Kaash na hota breakface1.gif

Kaash aap ne yeah jawab mujh se pahley na diya hota
seemaf
QUOTE(MJB @ Aug 14 2007, 02:35 PM) *
Kaash aap ne yeah jawab mujh se pahley na diya hota

Kaash ap sotey na reh jatey E9.gif
MJB
QUOTE(seemaf @ Aug 14 2007, 12:00 PM) *
Kaash ap sotey na reh jatey E9.gif

Kash mujh main bhi aap jaisi hazir-jawabi aa jati
hamzaad
QUOTE(hawwa ki beti @ Aug 14 2007, 05:07 AM) *
Aslam o alaikum
i have a new topic > Kaash< [ use in ur sentence]
share kijiay islaahi ,tanqeedi maloomaati ya funny
.........................

kaash itni baarish jitni rehmat ho jaaey 0-headbang.gif
.....................

kaash muslims ki unity ho. 0-headbang.gif
...................

Awaaz jahaz sey jump to maarey aur parashoote
na khuley laikin zameen per girney sey panley aankh khul jaey 0-22_yikes.gif

...............................

jo is topic main share na karey ADMIN us ki pitaaii karey thapar.gif

ay kaash
.............................

Hamzad jungle main apni khatara cycle per ja raha ho
cycle punture ho jaaey , door door tak koi punture wala na ho

ay kaash

ay kaash

Kaash us jungle mein HKB bhi meray saath ho......a kaash eusa_naughty.gif
seemaf
QUOTE(MJB @ Aug 14 2007, 03:37 PM) *
Kash mujh main bhi aap jaisi hazir-jawabi aa jati

E9.gif
hamzaad
QUOTE(seemaf @ Aug 14 2007, 05:36 PM) *
E9.gif

KASH IS DUNYA MEIN SAB ISI TARAH HASTAY MUSKURATAY RAHEIN cheerleader.gif
*Kainaat*
Kash..
Main tension free hoo jaaoN 1-embaressed_smile.gif
TANHA JAAN
KAASH HAWA KI BETI SAY KOI ICE CREAM CHEEN KAR MUJHAY DAY DAT
*Kainaat*
Kash..
Main tension free hoo jaaoN 1-embaressed_smile.gif

TANHA JAAN
KASH
MAIN ACHA INSAN BAN JAYU
*Kainaat*
Kash,,, mera demag sehi ho jaye 1-embaressed_smile.gif
TANHA JAAN
KAASH
HUM SUB ACHAY RASTAY PER CHALNA SHRYU HU JAY
*Kainaat*

Kash
i can run out of time ...............
TANHA JAAN
KAASH
MAIN TANHA JAAN NA HUTA
* SOZ *
Kaash! talkh yaadein insaan bhula sakta...
TANHA JAAN
kaash
main nay net use na kiya huta
hawwa ki beti
Kaash news chanal per achhi news aana shuroo ho jaaein 0-22_yikes.gif
hawwa ki beti
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 14 2007, 07:53 PM) *
Kash..
Main tension free hoo jaaoN 1-embaressed_smile.gif

kaash is kainat main kisi ko tention na ho

TANHA JAAN
kaash
woh yaha a jay
hawwa ki beti
kaash yahan funny baatain bhi hon
TANHA JAAN
KAASH
MERI SHADIE HU CHUKEE HUTEE
hawwa ki beti
kaash jhaangeer ka maqbra wahan
aur taj mehal yahan hota

* SOZ *
QUOTE(TANHA JAAN @ Aug 14 2007, 11:07 PM) *
KAASH
MERI SHADIE HU CHUKEE HUTEE


1-think.gif shaadi ho gayi hoti to phir aap kehti "kaash mein kanwari hoti" 0-bouncer.gif
* SOZ *
QUOTE(hawwa ki beti @ Aug 14 2007, 11:04 PM) *
kaash yahan funny baatain bhi hon


cheerleader.gif kaash aapki yeh khwahish poori ho jaye cheerleader.gif
* SOZ *
1-history.gif kaash! abb ki election mein jeet jaoon 1-announce1.gif
Zindagi
kash Pakistan such much ki Islami Riyasat hota
TANHA JAAN
QUOTE
shaadi ho gayi hoti to phir aap kehti "kaash mein kanwari hoti"


KAASH
MERI SHADIE HU GAYEE HUTEE OR KAHTEE NAHI KEHTAAAAAAA
hawwa ki beti
kaash tanha jaan koi achha shair likh dain yahan
* SOZ *
QUOTE(TANHA JAAN @ Aug 15 2007, 07:43 PM) *
KAASH
MERI SHADIE HU GAYEE HUTEE OR KAHTEE NAHI KEHTAAAAAAA


poster_oops.gif Kaash! mujhay pehlay pata chal jata k aap Female nahi Male hain...
* SOZ *
Kaash! yeh lafz kaash humari zindagi say khattam ho jaye.. 0-sosad.gif
* SOZ *
Kash!
ham nay kuch unsay keh diya hota...
TANHA JAAN
kaash

ANDHAR LAGEE THEE AAG MAGAR BEKHABR THAY LOG
JALAY HUWAY MAKIN KAY BAHIR DHUWA TAK NA THA
~Saraj~
Kaash merey bachpan ke din wapus ajayen ....!
TANHA JAAN
kaash main usa chala jayu
Sussi
QUOTE(TANHA JAAN @ Aug 18 2007, 01:36 AM) *
kaash main usa chala jayu


reason b batta diay ho sukta ha ap ki kash... change ho jaiye smile.gif
Sussi
kash mujhay ik din ka complt rest mil jaiye 1-embaressed_smile.gif
hawwa ki beti
kaash aisa ho
TANHA JAAN
kaash sub islam section main bhee jaya karay
aaminah
kaash kaash kaash main baqaidgi say nazam parha karoon
~Wasi~
Kaash log aik dosrey ki tazheek se baaz aajayein aur aapas main rawadari ka muzahira karein
TANHA JAAN
kaash main acha insan ban jayu
hawwa ki beti
QUOTE(~Wasi~ @ Aug 20 2007, 05:39 AM) *
Kaash log aik dosrey ki tazheek se baaz aajayein aur aapas main rawadari ka muzahira karein

kaash aap itney mushil elfaaz istemaal na kartey
breakface1.gif
TANHA JAAN
KAASH WASI NA JAY
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.