QUOTE(SmiLe_PoiNt @ Aug 23 2007, 07:53 PM)

wow lastwalay ko chor k sab he mujhy atay hain bana nay

.. un ko kacha taka , kashmiro ,aur aak

kaha jata hai jin ko mila kar alag alag patterns banye jatay hain

us k ilawa ek image main sitaray aur moti ka ka hai woh bhi asan hai ... aur last wala me say nahi hota hai