kya haal hain app sab ka? Sorry scene thora late lagany par aik tou main beemar thi dousara
main apny HC interview ju app sab k lye dena tha uss k replies main busy rahi.Now I'm Back
so lets start NjoyinG in your own movie KABHIE KABHIE YUN BHI



Stars In The Scene
Silent Viewer As Ouliyaa
Uncertainty As Manaab
Irrational Methane As Salman
Ilus As Raad
Nemo As Naumana
Forevergreen As Zartasha
Tenha Saima As Amber
Masoom Pari As Amna
Emaan Ali As Emaan Ali
Aly Zafar As AliyZafar
Kinzzz As Nisha
Students Crowd AS Crowd

{Practice karny waly room main ju khali hota hai bilkul abhi Manaab dakhil hoti hai aur uss
k haath main pehnay bracelet se awaz arahi hoti hai Chann ...Chann...Chaan...kamray k kounay
main pari Ouliyaa ki guitar ko daikh kar uska ussay chairny kou mann karta hai aur wohi
guitar k saath khelny lag jati hai k aik damm ouliyaa wahan ajata hai}

Ouliyaa: Oye Yeh Kya ho raha hai?
{manaab ki shararton ko dekh kar hansty huye,uss k aik damm se aty hi manaab chonk jati
hai aur uss ka braclet guitar main artaa hai aur 2 strings toot jati hain}
Manaab:woh Main ... Main tou buss aesy hi ...
Ouliyaa: Tor dien na meri guitar ki strings abb kya hoga ouliyaa ka ahaaa
Manaab: I'm Sorry Ouliyaa ... Woh ...{ghabraty huye}
Ouliya:Its ok
bracelet ne souney par suhaga kar dia oh GOD tumhara ye bracelet rossete se hollow wodden
body k andar chala gaya hai
Manaab: kya kya bol rahy ho{masoom si bhar ayi hui awaz main}mujhey kuch samajh nahi araha
Ouliya:Rou matt theek ho jayega main itni stupid nahi k guitar rakhon aur zarorat k waqt thek
na karna ata hou
{Nisha room main enter hoti hai haath main guitar strings ka box pakry}
Nisha: tumhari strings toot gaien hain tou ye ly lou Ouliya
Ouliya:Meri nahi guitar ki strings tootien hain
NO THANKS{ghussay main}Mujhey nahi chaheye,Fikar mat karo main thek kar longa
Nisha: O K A Y {ghussay main}
Manaab: Ouliyaa tum nisha par itna ghussa kyun thay?
Ouliya: woh main ... kisi ko bataogi tou nahi {guitar par new strings lagaty huye}
Manaab: nahi u can trust me
Ouliya:Acha
Manaab: W H A T ??? {hairangi sy,tou kya tum yeh sab janty thay ouliyaa phir bhi tum}
Ouliya: han kyun main yeh nahi chahata tha k pora group Nisha k pechay paray,woh papa k dost
ki beti hai,I like her Manaab,uss sy ghalti hui thi woh tumhari sajawat ko mazeed sajana
chahati thi par kuch zyada hi sajj gya uss se namak ki bottle adhi gir gayi khanay main
Manaab: ohhh ... acha tou tum kya Nisha se pyar karty hou???
Ouliya: uf fo abhi aik aur string toot jati.I like her lyk Friend wesy bhi laraeyun ko agey
kyun berhana abb main tumhary jesa tou hon nahi
Manaab: abb dosti kar li hai aur iss se berh kar kya karon?
Ouliya: {muskuraty huye chair se nechay utarta hai} wish me luck yar
hai apny fav singer Ali Zafar ka ussi k samnay
Manaab: konsa? batao gy nahi?
Ouliya:han bilkul nahi bataon ga jab gaonga tou sun lena
Manaab: jab ga lou gy tou sun kar bolongi BEST OF LUCK hunh
Ouliya: ok jesy tumhari marzi baad main pagal na ho jana mera song sun kar
Manaab: itni Pagal ...
[i]{room main amber enter hoti hai with zartasha,n Raad woh costumes pehnay ju ouliya sab k
lye laya tha final day of union week par pehany k lye}
Amber: Ouliya ... Man tumhari ankhien hain ya X-RAY machine?
Ouliya: kyun kya hua??? Fit nahi aye ???
zartasha: bilkul Fit hain lagta hai jesy ...
Ouliya: kya k main tailor hon
Raad: kaafi jhoot bolty hou gals par se tou tumhari nigahien hatti nahi khass kar ...
Ouliya: kya matlab Kya main tumko aesa lagta hon raad?{guitar side par rakh kar sahi se ghussey main atay huye}
Raad: haan iss se bhi kahin berh kar
zartasha: Enough GUYS kabhie tou larna buss karo,Raad bina sochy samjhy aesa kyun kaha tum ne?
ouliya apni mom ko le kar gaya tha usne unko T.J ki banai hui Independence Day function
ki video dekhayi thi aur buss aunty se humary lye kapray select kar lye ju unko munasib lagey
Ouliya: Leave it zartasha main kisi ko koi safai nahi dena chahata hon.Main Hall main ja raha hon ajana tum sab bhi
Manaab: chalou Hall main ajj singing ka competition hai
Nemo: ALLAH kary Ouliya jetay ameen {room main enter hoty huye} buhat achi pasand hai uski
Amber: C'mon people Lets go aur Raad aainda
Raad: O K A Y
{ 4 hours baad Hall main sab ja kar bethtay hain wahan Ali Zafar aya hota hai judge bann kar.}
Amna: arey pagal logo yahan agay akar betho main ne tum logon k lye seats khali kar k rakhi hain
Ehsaan: aqal tou khali meri amna main hai
amber: buss karo app 2no aik dousary ki tareefien karna
Ehsaan: oye amby chup kar k beth jaa
Manaab: ehsaan bhai mujhey lagta hai ye chup nahi hogi
Amber: buss karo agey hi late aye ho tum sab
Amna: kahan thay ???
Manaab: buss woh maslay suljha rahy thay {raad ki tarf dekhty huye}
Raad: Kapron k
Nemo: buhat achy ....{baat karty raad k sath wali chair par baithti hai}
Raad: Tum abb yahan bethogi ??? T.V ho pora tum.scotch tape laga lo monh par please}
Amna: raad itny saray huye na raha karo please ... aur chup karo humara ouliyaa aanay laga hai
amber: humara
Manaab: meri dua hai k ouliyaa jetay
Raad: ACHA dekhty hain
Salman:oye chalou uthou tum loag yahan se yahan teachers ki jagah mall li hai
Zartasha: Sir humarey group ka member singing k lye araha hai abhi tou hum aaien hain
salman: Bottles mangwaon app sab k lye abhi aye hou app
sahi se nazar ajayega
Raad: bro we are going
[sab friends side par hi kharay ho jaty hain aik damm ouliyaa ajata hai ...aur muskura kar sab students ko dekhta hai.
sary students ouliyaa ouliyaa ki pukarien laga rahy hoty hain]
Music starts ...sab khamosh ho jaty hain
Manaab ouliyaa ki taraf dekhti hai ju k guitar bajaty kafi acha lag raha hota hai
aur muskura deti hai
for song ~ Click Here
Ouliyaa song start karta hai mMmm...mMmm...mmMm ...mMmm...mMmm...mmMm
jugnon'on sey bhar ley anchal beet jaye kahin na yeh pal
music Nemo Raad ki tarf dekhti hai aur aik thandi aah bharti hai
jugno'on sey bhar ley anchal beet jaye kahin na yeh pal
kal jou hoga dekh lain gey kal
oOoOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
[ehsan amna ki tarf dekh kar muskurata hai]
jugno'on sey bhar dey anchal beet jaye kahin na yeh pal
kal jou hoga dekh lain gey kal
oOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
kal jou hoga dekh lain gey kal
Music interval
[manaab apni khali kalayi ko dekhti hai jis main pehna hua bracelet abb ouliya ki guitar main hota hai,aur
muskura deti hai,salman sir ki nigahien zartasha ko dekhti hain aur unko woh emaan ali jesi lagti hai
aur woh zartasha ko dekhnay lag jata hai,zartasha apny balon ki laton se khelnay main masroof hoti hai
song sunty huye aur usko nahi maloom hota k salman usko dekh raha hai}
Maang main teri Asmaan bhar don
tery qadmon main 2 jahan rakh don
music piece
dhaanp kar rakh lon tujh ko palkon main
aa chupaa lon main tujhko sanson main
beet jaye kahin na yeh pal
[ Manaab ko ajj pehli baar ouliyaa acha lagta hai usski awaz ki aadaigi aur gehrai roh ko chounay ki si
takat rakhti hai usko lagta hai k geet ka har lafz ussi k lye hai mehsoos hota hai k uska aur
ouliyaa ka jesy koi rishta hou,par pyar k khoobsuart ehsaas ko woh khudh
par ghalib nahi honay dena chahati aur apny ehsasaat ko kisi jazbay ka ka naam denay se inkar karti hai aur khudh
par hi song sunty halka sa muskura deti hai]
kal jou hoga ... dekh lien gey kal ...
[center]
Manaab ouliyaa ki taraf dekhti hai ju k guitar bajaty kafi acha lag raha hota hai
aur muskura deti hai
for song ~ Click Here
Ouliyaa song start karta hai mMmm...mMmm...mmMm ...mMmm...mMmm...mmMm
jugnon'on sey bhar ley anchal beet jaye kahin na yeh pal
music Nemo Raad ki tarf dekhti hai aur aik thandi aah bharti hai
jugno'on sey bhar ley anchal beet jaye kahin na yeh pal
kal jou hoga dekh lain gey kal
oOoOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
[ehsan amna ki tarf dekh kar muskurata hai]
jugno'on sey bhar dey anchal beet jaye kahin na yeh pal
kal jou hoga dekh lain gey kal
oOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
kal jou hoga dekh lain gey kal
Music interval
[manaab apni khali kalayi ko dekhti hai jis main pehna hua bracelet abb ouliya ki guitar main hota hai,aur
muskura deti hai,salman sir ki nigahien zartasha ko dekhti hain aur unko woh emaan ali jesi lagti hai
aur woh zartasha ko dekhnay lag jata hai,zartasha apny balon ki laton se khelnay main masroof hoti hai
song sunty huye aur usko nahi maloom hota k salman usko dekh raha hai}
Maang main teri Asmaan bhar don
tery qadmon main 2 jahan rakh don
music piece
dhaanp kar rakh lon tujh ko palkon main
aa chupaa lon main tujhko sanson main
beet jaye kahin na yeh pal
[ Manaab ko ajj pehli baar ouliyaa acha lagta hai usski awaz ki aadaigi aur gehrai roh ko chounay ki si
takat rakhti hai usko lagta hai k geet ka har lafz ussi k lye hai mehsoos hota hai k uska aur
ouliyaa ka jesy koi rishta hou,par pyar k khoobsuart ehsaas ko woh khudh
par ghalib nahi honay dena chahati aur apny ehsasaat ko kisi jazbay ka ka naam denay se inkar karti hai aur khudh
par hi song sunty halka sa muskura deti hai]
kal jou hoga ... dekh lien gey kal ...
[center]

oOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
Music Interval
[salman ali zafar kay saath ouliyaa ki behtareen awaz par tabsaraat karny main mashghol hota hai k zartasha usko dekhti
hai aur phir apny khawbon ki dunia main jakar sochti hai k akhir uss k lye kon banaya gaya hai ju sirf usi ka hai]
teri ankhon ka khwaab ho jaaon
orh kar tera tann main sou jaoon
Music Piece
[raad manaab ka haath pakarna chahata hai par woh agay ho jati hai aur woh ghalti se naumana ka haath pakar leta hai
jiss par nemo buhat khush hoti hai]
aik doujay main aaj khou jaein
bhool kar khudh ko aik ho jaein
beet jaye kahin na yeh pal
[ yak damm jab raad k samny manaab ati hai tou usko mehsoos hota hai k saath wali nemo hai aur manaab agey ja chuki hai
aur uss k haath main nemo ka haat hai woh hairan sa ho jata hai]
kal jou hoga dekh lain gey kal...
oOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal...
[amber Taimoor ko miss karti hai k kaash woh sab k saath hota]
jugno'on sey bhar ley anchal beet jaye kahin na yeh pal
kal jou hoga dekh lain gey kal
oOoOooo kal jou hoga dekh lain gey kal
Music piece
MmmMmmmMmmm ... music piece
[ouliya manaab ki tarf dekh kar muskurata hai aur manaab isharon main kehti hai ALL THE BEST
[Ali Zafar stage par ata hai aur kehta hai]
Ali: I LOVE YOU ALL {ounchi awaz main sara crowd shorr machata hai}

Ajj faisla karna kafi mushkil hua mery lye par phir bhi jeet'a'ta wohi hai janab ju dil ki
sunta hai Dil sey gata hai ... khair bore kar raha hon main abb app sab ko
ajj 2nd Runner Up Ouliyaa Siraj[ouliya ka dil tezi se dharak raha hota hai] hmmmm ...
Nahi hain
ALi: aur first Runner up Hain hmmm ... Asif Jameel aur first kya khayal hai bata don kisko hona cheheye???
g haan woh hai MR. OULIYAA siraj {SARA hall claping karta hai aur ouliya khushi se apna certificate
lenay Ali k pass jata hai}
Ali: Very Nice Ouliya,apki awaz buhat achi hai realy Good
Ouliya: Thanks Sir main apka buhat bara fan hon
Ali: My Pleasure
[ouliya aur sab friends buhat khush hoty hain k ajj chinese ka group 3rd aya aur unka first]
manaab: buhat hi zabardast ouliya u were too good
Ouliya: thankyou MANaab dua ki thi
amber: han issi ne tou sari duaein kien hum tou ...
{yak damm amber k mobile par ring hoti hai woh phone uthati hai}
Amber: Hello ... g {friends k pass se uth kar akelay main ati hai]
Amber: what??? par ye kesay hoga??? Kya ????
...To Be ConTiNuEd ...