QUOTE(Uncertainty @ Sep 25 2007, 08:26 AM) [snapback]2492621[/snapback]
w/s .. kese hain vicky bhai ... aap itnay Allah log kab se ho gayay .. saayeen ban gayay hain kia jo kal ka pata na parson ka .. esi mayusi wali batain q ?
get together ka shosha kia chora sab ne apni dairh eent ki masjid khari kr li .. i think 3no places pr ho rehi hai gtg ... aap bhi ayeay ga kisi na kisi mai.. which city u belong to?
take care .. hope to c ya again .. Fee Amaanillah
wsalaam janab ...g janab ALLAH loogh tu shoroo se hi th or hain...bas app ko abhi pata chala ..
saayeen tu nahi bana haan derwaishii c tabiyaat hy apni...kabhi yahan kabhi wahan..koi aik thikana nahi jahan ALLAH lee jaye ...or raha shosha choorney wali baat tu yah kaam i think larkiyun ka huta hy ...jo app ny ker dekhaya...
hamara ana tu janab mushkil hy ....kash jahan hum hain wahan g2g huti tu aa jatey ..khair app sab loogh enjoy keroo gye tu isi mai khush hain ...
enjoy coca cola ...