maulanaa fazlur rahmaan ko mush nay PMship ka loly pop dekhayaa hai. yehi lolly pop mush nay BB ko, shaukat aziz ko, Chaudhri beraadraan ko aur nah jaanay kiss kiss ko dekhaya hai. ab iss lolly pop ki mujoodgi maiN maulana sahab mush ki back up nah karaiN to aur kia karaiN.....